Zindagi kab bangaya tu

Pyr ki shruwat koobsurat dosti se huyi thi

Dil mei na janne kab bas gaya tu

RelatedPosts

Akele chalte chalte rasthe kat nahi rahe the

Na janne saath kab chal pada tu

tere dil ki baat ankho se samjah lu

na jane kab to dadkhano mei basne laga lu

tu phele dost tha, phir pyr kya na janne Zindagi kab bangaya tu…

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 0

  1. vijay says:

    Pyasi nigaho ne har pal unka deedar maanga,
    Jaise amavas ne har raat chand maanga.
    Ruth gaya woh Khuda bhi humse,
    Jab humne apni har duwa mein unka saath maanga
    ************ ********* *********

  2. vijay says:

    Kitna pyar karte hai hum unse,
    Kaash unko bhi yeh ehsaas ho jaye,
    Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab aaye,
    Jab hum gehri neend mein so jaye

  3. Muhammad Osama says:

    Nice.

    Mohabbat Bhi Zindagi Ki Tarha Hoti Hay Har Mur Asan Nai Hota Har Mur Per Khushi Nai Hoti Per Jab Hum Zindagi Ka Sath Nahi Churte Tu MOHABBAT Ka Sath Kion Chur Den.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *