Yun hi anjaane mein tujhse rafaqat si ho gayi..
Dosti karne chale aur tujhse chahat si ho gayi..
Tu na ho to main khud se hi ulajhti hoon..
Kya karoon mujhe teri aadat si ho gayi..
Main apne wajood mein tujhe talash karti hoon..
Mujhe tum se is qadar mohabbat si ho gayi..
Mere pass aao to jee loon do pal main bhi..
Meri to har ek saans teri amanat si ho gayi..
Main sochti thi tere aage zindagi kya hai..
Par tujhe chahney ke liye zindagi zaroori si ho gayi..
~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!~!
By : Amarjeet
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 12
http://dilkizubaan.blogspot.in/2010/08/chahat-si-ho-gayi.html
dil jo likho vo shayri h,
pyari me jo likho vo shayri h,
gum me jo likho vo shayri h,
khusi me jo likho vo shayri h,
banya hote h dil ke alfaz shabdo me, vo shayri h,
keh na paye bate jo saanme, vo shayri h,
krte h muhbaat unse, par jata nhi paye, vo shayri h,
mera to pyar iskadar h unse, sanam shayri h..
har dil ki dharkan se uthne wali dua shayri h..
ur kya khu dost, pyar krna khud ek shayri h…
pyar me sab kuch lutha dena bhi ek shayri h…
-Rg
koshish raheti hai ke tujhe bhool paun mein
par tujhe yaad karna, meri aadat si ho gayi…
*no words!!! m speechless!!*
*i dnt knw wat to say! m speechless!!!*
Love u so much thanks 4 yaar
“Wo kaam bhi kya jisme koi farz na ho..
wo muhabbat bhi kya jisme dard na ho”
nice 2 read u….
itz amazing lines
Hi to all ,
Thanks for the appreciation…
***********************************
hi
really nice keep it up!!
kadar na thi tumhari
pass the jab tum hamare
kadar na thi hamme tumhari
aaj ho tum kisi aur ke
tho yaad atti hai tumhari
Hi Amarjeet
This is such a beautifull shayari.I really
enjoyed reading it.Especially these two
lines..
“Mere pass aao to jee loon do pal main bhi..
Meri to har ek saans teri amanat si ho gayi.”
====================================
khalid.m@hotmail.co.uk
====================================
Wow !!! Extremely Good !!!
“Main sochti thi tere aage zindagi kya hai..
Par tujhe chahney ke liye zindagi zaroori si ho gayi..” – AWESOME LINES !!!