Jaam tootne ka bahana na kar….
Hum teri aankho se pee lenge
tu mat aa lekin aane ka vaada to kar
hum teri yaad mein jee lenge…………
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
Pyaar aa jaata hai aankhoon main roonay say pehlay
har khuwab toot jaata hai soonay say pehlay
ishq hai gunnah yeh tu samajh gaye
kaash koi rok leta yeh gunnah honay say pehlay.
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
Mohabbat mea wafa toe her koi nibhata hai
par kamzoor rishto k ghar mea her koi toot jata hai.”
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
“hum bhi zindagi k her khubsoorat rang se
apni zindagi saza sakte hai
hum bhi her kise k saath dil se muskura sakte hai
bus jara dard ko haad se gujarne toe doe yaroo.”
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
waqt ki raahon me aap bhula de chahe hame,
par hum aapko bhula nahi payenge,
teri dosti ki kasam ae dost,
tu awaaz de sapne me hum haqeeqat me chale aayenge
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
zindagi hai dil hai nadan hai,
kya safar hai kya samaan hai,
koi mere gum ko bhi jhaank kar dekhe,
muskuradena bohot aasan hai
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
khushbu ki tarah aap k paas bikhar jayenge,
sukun ban kar dil me utar jaayenge,
mehsus karne ki koshish to kijiye.
Door hote huye bhi paas nazar aayenge.
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
Ishq wahi hai jo ho ektarfa,
izhar e ishq to khwahish ban jaati hai.
Hai agar ishq to aankho mein dekho ,
zuban kholne se ye numaish ban jaati hai.
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
Kahi unkahi batoon ki ada hai dosti
har ranjho gam ki dava hai dosti
zameen par kami hai pujne walo ki
varna is zameen par khuda hai dosti
*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~
kabhi dil ko,kabhi shama ko jalakar roye,
teri yadoo ko seene se lagakar roye…
Raat ki god me jab so gyi dunia saari,
to chand ko tasvweer banakar roye………..
Comments 33
Tum Se Shuru Hoti Hai Zindagi Hamari,
Tum Pe Khatam Hoti Hai Zindagi Hamari,
Main Kisi Aur Se Pyar Karun ‘to’,
Cheen Le Khuda Zindagi Hamari.,,,,,,,,,,,
Lovely…………dear
DOSTI KARKE KISI KO DHOKA MAT DENA
DOSTI KO ANSU KA TOHPHA MAT DENA
KOI ROYE DOSTI KI YAAD MAIN
ZINDAGI MAIN KISI KO AISA MAUKA MAT DENA
DOSTI KO MAN SE JATAYA APNE
DUR HOTE HUYE BHI DOSTANA NIBHAYA APNE
KAISE BHUL PAYENGE HUM APKO KYOKI
YAAD RAKHNA BHI SIKHAYA APNE
kya baat hai so nice bauth achy yara har baat dil ko chu jaati hai aap kay shyari mehi sad wali
v nice shayari yaar so nice
Jo tum nahi paas phir saath ho kaise,
tere bina aur kuch baat ho kaise,
ho sham ya ho savara,har waqt hai waqt tera,
meri kahani me har luvz tera hai,karna ye izhar hai,
Kaisa ye pyar hai,Kaisa ye pyar hai.
Jiski aarzoo thi woh dilbar na mila…
Barso jiska intezar kiya woh pal na mila…
Ajeeb khel hai yeh mohobbat ka…
Kisi ko hum na mile aur koi hame na mile.
Tu kya jane kya hai tanhai,
Is tute hue patte se puch kya hai judai,
Bewafai ka ilzam na de zalim,
Is waqt se puch kis waqt teri yaad na aie…
Anjaane mein jo rishte bann jaate hain wo bahut pyare hote hain,
Zindagi se jud ke woh aapka har lamha chura lete hain,
Kahte hain uss daur ko pyar,
Jo koi aankon ke rashte dil mein uter jaate hain.
“Kyo wahi PYAR hai na”
Kuch rishte anjaane mein ho jate hai
pehle dil phir zindagi se jud jate hai
kehte hai uss daur ko dosti
jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Anjaane mein jo rishte bann jaate hain wo bahut pyare hote hain,
Zindagi se jud ke woh aapka har lamha chura lete hain.
Kahte hain uss daur ko pyar,
Jo koi aankhon ke rashte dil mein utar jaate hain.
Kyo wahi PYAR hai na
Tanhaiyo me muskurana ishq hai,
ek baat ko sab se chhupana ishq hai.
Yu to nind nahi aati hume rat bhar,
magar sote sote jagna or jagte jagte sona ishq hai.”
Roz Taron kee numaaish mein khalal padta hai,
Chand paagal hai jo andherey mein nikal padta hai.
Unkee yaad aayee hai saanso zara ahista chalo,
Dhadkano se bhi “Ibaadat” mein khalal padta hai.
Hi vanita …
You posted the best shayari.
I impressed it…
jiske DIDAR ke liye har pal tadapta hai
jiske intezar me har pal tarasta hai,
kya kahen is kambakth dil ko
jo apna ho kar bhi kisi aur ke liye dhadakta hai….
i love to read shayaris
kyun kisi se itna pyar ho jata hai,
ek din ka intezar bhi dushwar ho jata hai,
lagne lagte hai apne bhi paraye aur ek AJNABI par etbaar ho jata hai……?????
kisi ki yaadon ne pagal bana rakha hai,
kahi mar na jaun kafan sila rakha hai,
jalane se pehlle dil nikal lena,
kahin wo na mar jaye jinhe dil me chupa rakha hai…..
hii yeh shayaris bahut aache hai par kya koi sabse se aacha dost hota hai aaj tak mere friends toh bahut bane lekin koi best friend nahi hai issiliye dosti kya hai main nahi jaanti lekin mujhe zindagi main ek best friend zaroor banana hai ok bye khudha haffiz
Maana teri nazar me tera pyaar hum nahi,
Kese kahe ki tere talabdaar hum nahi,
Khud ko jala ke khak kar daala,mita diya,
Lo AB tumhari raah mein diwar hum nahi.
Ji ko sawara humne tamannao ke khun se,
Gulshan mein uss bahar ke haqdar hum nahi,
Dhoka diya hai khud ko mahobbat ke naam se
Kese kahe ki gunehgar hum nahi.
Maana teri nazar me tera pyaar hum nahi,
Kese kahe ki tere talabdaar hum nahi,
Khud ko jala ke khak kar daala,mita diya,
Lo AB tumhari raah mein diwar hum nahi.
Ji ko sawara humne tamannao ke khun se,
Gulshan mein uss bahar ke haqdar hum nahi,
Dhoka diya hai khud ko mahobbat ke naam se
Kese kahe ki gunehgar hum nahi.