Some Dosti SMS And Shayari

Hindi Dosti SMS Shayari

Hindi Dosti SMS Shayari

Dosti Mein Choti-choti Baton Se Shikva Na Karna,
Gila Tab Karna Jab Hum Dosti Tod Dege
Kyunki Aisa Tabhi Hoga Jab Hum Ye Duniya Chod Dege.

RelatedPosts

Rishto Ne Har Qadam Pe Imtehaan Liya,
Tanhai Ne Har Mod Pe Dhokha Diya.
Zindagi Se Phir B Shikayat Nahi Kyunki,
Zindagi Ne “Aap” Jaisa Dost Bhi To Diya.

Hum Umidon Ki Dunia Basate Rahe,
Vo Bhi Har Kadam Par Aazmate Rahe.
Jab Mahobbat K Imtihaan Mein Marna Pada,
Humne Jaan Dedi Aur Vo Kasmein Khaate Rahe.

Ab Na Koshish Karenge Unhe Bulane Ki,
Jinki Adat Hai Bin Baat Rooth Jaane Ki.
Vo Chahe To Bhool Jayein Humein Sapna Samaj Kar,
Magar Hamein Adat Nahin Apno Ko Dil Se Bhulane Ki.

Dil Ki Dhadkan Dhadka Gaya Koi,
Mere Khwabo Ko Mehka Gaya Koi,
Hum To Anjaane Rasto Par Chal Rahe The
Achanak Hi Pyaar Ka Matlab Shikha
Gaya Koi….!!!!!!!!!

Mohabbat Ki Lahero Pe Kastiya Chalane Waale
Zara Sambhal Ke, Mohabbat Dariya Hai Sahil Nahi,
Uthte Hai Kahi Tofaan Mohabbat Ke Samander Me Bhi,
Ager Us Se Lad Na Sako To Tum Mohabbat Ke Kabil Nahi.

Zamane Se Nahin Hum Tanhai Se Darte Hain,
Pyar Se Nahin Hum Rusuvai Se Darte Hain,
Dil Meih Umang Hai Tujhse Milne Ki
Par Milne Ke Baad Aane Wali Judaai Se Darte Hain

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 84

  1. s.k.raj says:

    very nic

  2. arvind says:

    very very nice…

  3. riya says:

    Hum umidon ki dunia basate rahe,Vo bhi har kadam par aazmate rahe.
    Jab mahobbat k imtihaan mein marna pada,Humne jaan dedi aur vo kasmein khaate rahe.

    this shayari touch the point , very nice

  4. komal says:

    samjhte he vo ke pathar he ham
    unhe thokar maar jayenge
    wo bewafa ek baar kah de nafrat he hamse
    khuda kasam phool bankar bhi rah me nhi aayenge
    v.k

  5. komal says:

    raat kya dhali sitare chale gye
    koi or kya mila aap hame bhulate chale gye
    pyar ki bazi jeet to ham bhi sakte the
    par aapki khusi ke liye harte chale gye
    v.k

  6. poonamyadav says:

    Dosti mein choti-choti baton se shikva na karna,
    gila tab karna jab hum dosti tod dege
    kyunki aisa tabhi hoga jab hum ye duniya chod dege.

    **************************
    Rishto ne har qadam pe imtehaan liya,tanhai ne har mod pe dhokha diya.
    Zindagi se phir b shikayat nahi Kyunki,Zindagi ne “Aap” jaisa dost bhi to diya.
    **************************
    Hum umidon ki dunia basate rahe,Vo bhi har kadam par aazmate rahe.
    Jab mahobbat k imtihaan mein marna pada,Humne jaan dedi aur vo kasmein khaate rahe.
    **************************
    Ab na koshish karenge unhe bulane ki,jinki adat hai bin baat rooth jaane ki.
    vo chahe to bhool jayein humein sapna samaj kar,magar hamein adat nahin apno ko dil se bhulane ki.
    **************************
    Dil ki dhadkan dhadka gaya koi, mere khwabo ko mehka gaya koi, hum
    to anjaane rasto par chal rahe the achanak hi pyaar ka matlab shikha
    gaya koi….!!!!!!!!!
    **************************
    Mohabbat ki lahero pe kastiya chalane waale
    zara sambhal ke, mohabbat dariya hai sahil nahi,
    uthte hai kahi tofaan mohabbat ke samander me bhi,
    ager us se lad na sako to tum mohabbat ke kabil nahi.
    **************************
    Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusuvai se darte hain,
    Dil meih umang hai tujhse milne ki Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain

  7. Maulik Raj says:

    kisi ki chahat ka imthaan na lena,
    jo nibha na sko vo vaada na dena,
    jise tumhare bina jine ki aadat nhi ho,
    use kabhi jine ki dua na dena.

    • Nisha Hussain says:

      Zamane se nahin hum tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusuvai se darte hain,
      Dil meih umang hai tujhse milne ki Par milne ke baad aane wali judaai se darte hain

  8. shahid says:

    un ki yaad men tadapte tadapte raat
    kam pad gayi
    jab subah waqt un ki sandal humein pad gayi
    uthe aur izhare mohabbat karte

  9. shahid says:

    waise toh don dil diya nahi karta
    pyar toh kya mohabbat bhi kiya nahi karta
    woh toh aap hai varna don love kiya nahi karta

  10. narayan singh says:

    hamain to tahaiyan ki chahat na thi
    bekhaber tere ishq ne deewana kar diya
    hum to dushmano ke bhi dost the
    jalim tere ishq dosti se anjana kar diya

  11. m.khan says:

    tumhari yado ki mahak in hawaome hai
    pyar hi pyar bikhra in fijaome hai
    esa na ho ki duriya dard banjaye
    ab to apke sms ka intezar in nigahoon main hai

  12. UDAY says:

    Sikayt Hume Bhi Zindagi Se Nahi,
    Jee rahe hain Magar Khushi se Nahi
    Dukh bhi Diya har Shaks ne Hum Ko
    Aur Naraz bhi hum Kisi se Nahi

  13. Najma says:

    Mohabbat ki lahero pe kastiya chalane waale
    zara sambhal ke, mohabbat dariya hai sahil nahi,
    uthte hai kahi tofaan mohabbat ke samander me bhi,
    ager us se lad na sako to tum mohabbat ke kabil nahi.

    • suneelshukla says:

      1 mauka de ke dekho.miss hum bata denge ki hume kitna dum hai. hi……….. goog morning.ye mera style hai.

  14. mangala says:

    source : some dosti sms and shayari | Hindi Shayari | Shayari Love | Sms Shayari | Hindi Sms Jokes | Romantic Sms Shayari | Love Shayari https://www.love104.org/some-dosti-sms-and-shayari.html#ixzz1FzzwLBMP
    Love104.org

    Dillagi dosto ke naam hoti hai
    Dilldari dosto ki shaan hoti hai
    Kahi bhi raho par rahoge dil me mere
    Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai monoj bhai sa

  15. Imran says:

    hum par bharosa na ho to azmakar dekh lena
    hum to dosti hamesha nibhate hai
    bus ek bar pukar kar dekh lena

  16. Vishuu says:

    Humne Unki Yad Me Zindgi Gujar di

    Humne Unki Yad Me Zindgi Gujar di

    Magar Vo nahi aaye Jishe humne Udhar Di

  17. shaikh siddique says:

    Dillagi dosto ke naam hoti hai
    Dilldari dosto ki shaan hoti hai
    Kahi bhi raho par rahoge dil me mere
    Yahi sachchi dosti ki pehchaan hoti hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *