Yaha Logo Ke Andaz Badalte Rehte Hai,
Yaha Din To Kya Rat Badalte Rehte Hai,
In Husan Walo Ka Kya Aitbar Kare,
Ye To Daulat Ki Khatir Yar Badalte Rehte Hai.
Ab To Ye Chandni Bhi Hamein Jalati Hai,
Bhari Mehfile Bhi Thanhayi Sathati Hai,
Jab Se Tum Door Gaye Ho Humse,
Humari Aankhein Har Pal Dab-Dabati Hai.
Phulon Ki Tareef Sab Karte Hain,
Badi Mushkil Se Log Kanton Pe Gaur Karte Hain.
MALI To Sirf Naam Ke Hote Hain,
Phulon Ki Hifazat To Kante Hi Karte Hain
Hum Aapko Yaad Rahe To Thik Warna Bhula Dena,
Hui Ho Humse Koi Khata To Saja Dena,
Hum To Ek Kore Kagaj Ki Tarah Hai,
Kuchh Likho To Thik Warna Jala Dena
Mehul
Dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya
phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala
zindagi khwaab hai...