Nazar Ne Nazar Se Mulakaat Kar Rahe Dono Ekdam Khamoshh Phir Bhi Baat Kar Li Kuchh Samay Baad Mohabbat Ki Fizaa Ko Tab Jaana Jab Khud Ko Akela Paaya Aur Tab Meri Inn Aankhon Ne Roe Roe Kar Barsaat Kar Li!
Meri Khamoshhi Thi Jo Seh Gayi Uski Yaadein Hi Ab Iss Dil Mein Reh Gayi Thi Shayad Uski Bhi Koi Majboorijo Meri Zindagi Ki Yeh Kahani Adhoori Reh Gayi
Woh Nadiyan Nahi Thi Aansu The Mere,Jis Par Woh Kashti Chalate Rahe,Manzil Mile Unhe Yeh Chahat Thi Meri, Isliye Hum Bhi Bina Ruke Aansu Bahate Rahe….
Hasne Ke Bad Kyon Rulati Hai Duniya,Jane Ke Bad Kyn Bhulti Hai Duniya.Zndgi Me Kya Kuch Kasar Baki Ti,Jo Marne Ke Bad Bi Jalati Hai Duniya,
Mohabbat Ka Ajeeb Karobaar Hum Ne Kiya,….Woh Bewafa Sehi Magar Pyaar Hum Ne Kiya Woh Chor Gayea To Mat Keho Bura Us Ko,…Qasoor Uska Nahe “Aitebaar” Hum Ne Kiya!
Lekar Hum Dusro Ke Hasi Kya Kare Jo Apni Nahi Woh Khusi Kya Kare Isse To Behtar Hai Marjana Hume Jab Saath Woh Nahi To Zindagi Jeekar Kya Kare
Yun Humko Satane Ki Jarurat Kya Thi.. Dil Mera Jalane Ki Jarurat Kya Thi.. Jo Nahi Tha Ishq To Kah Diya Hota.. Dil Mera Tod Ke Jane Ki Jarurat Kya Thi.
Sharabi Ilzaam Sharab Ko Deta Hai. Aashiq B Ilzaam Shabaab Ko Deta Hai. Koi Nai Karta Kabulapni Bhul. Kanta B Ilzaam Gulab Ko Deta Hai.
Gam Ka Shikwa Kabi Na Karna, Gam To Cheez Hi Aisi Hai,Aap Sada Khush Rahen Hamara Kya, Hamari To Taqdeer Hi Aisi Hai.
Ji Bhar Ke Roye To Karar Paaya..Is Daur Me Kisne Sachha Pyar Paaya..Zindagi Guzar Rahi Hai Imtihano Ke Daur Se..Ek Zakhm Bhara Nahin Ki Dusra Taiyyar Paaya.
Agar Yeh Zid Hai K Dua Salam Na Ho To Us Raah Se Guzro Jo Rahein Aam Na Ho Suna Hai Mohabbat Mai Log Marte Hai Khuda Kare Mohabbtein Tumhare Naam Na Ho…….
Har Shbad Mein Arth Hota Hai. Har Arth Mein Tark Hota Hai. Wo Kehte Hain K Hum Haste Hain , Lekin Hasne Walo Ke Dil Me B Toh Dard Hota Hai…..
Dil K Raste Or Soch Ki Galiyose Guzarte Dekha.Pyar Or Jazbato Ko Yaha Kuchalte Dekha.Zindegi Mohabat Ka Nam Kaise Kahe,Jabki Har Shaks Ko Humne Badalte Dekha.
Jis Din Hum Unse Dil Laga Baithe,Tanhayi Me Gam Ki Mehfil Sajaa Baithe,Wo To Kho Gaye Is Duniya Ki Bhid Me,Aur Hum Apni Hi Duniyaa Me Aag Laga Baithe.
Idhar Raat Dhalti…Din Udhar Nikalta Hai,Koi Yaha Rukta…Koi Waha Chalta Hai,Deep Aur Patange Me Fark Sirf Itna..Koi Jal K Bujhta…Koi Bujh K Jalta Hai..
Sath Nahi Rehne Se Rishte Nahi Tuta Karte, Waqt Ki Dundh Se Lamhe Nahi Tuta Karte, Log Kahte He Mera Sapna Tut Gaya, Tuti Nind Hai Sapne Nahi Tuta Karte.
Andhere Me Rosni Ka Wajood Shayd Kahi Kho Gaya Hai,Khusi Ka Silsila Bhi Ab To Ateet Ho Gaya Hai,Ik Roshan Shama Banana Chahte The Khud Ko Hum,Taki Door Kar Saken Andhere Ka Gum,Tej Andhi Ne Shama Ka Vajood Usi Andhere Me Dubo Diya Hai….
Chiragon Ko Aur Tej Kar Do Kyunki Roshni Bahut Kam Hai Aur Main Tamaam Umar Tera Intezaar Kar Longa Phir Bhi Yeh Gam Rehega Ki Zindagi Kam Hai
Unki Yaad Mai Aakho Se Din Raat Aasu Hai Barse,Manga Jis Khuda Se B Humne Unhe,Laut Aye Khali Hath Har Us Dar Se,Gunehgar Keh Kar Mili Hume Itni Saza,Par Such To Ye Hai Yaro Hum To Ek Gunha Karne Ko B Tarse
Comments 3
Gham ki yourish se na ghabra Asjad…
Gham bi ek rahat-e manzil ka nishaan hota hai…
bahut achcha likha hai aapne.
source : Sad Shayari Collection – Meri Khamoshhi Thi Jo Seh Gayi | Hindi Shayari | Shayari Love | Sms Shayari | Hindi Sms Jokes | Romantic Sms Shayari | Love Shayari https://www.love104.org/sad-shayari-collection-meri-khamoshhi-thi-jo-seh-gayi.html#ixzz1HPKPhh88
Love104.org
Chiragon Ko Aur Tej Kar Do Kyunki Roshni Bahut Kam Hai Aur Main Tamaam Umar Tera Intezaar Kar Longa Phir Bhi Yeh Gam Rehega Ki Zindagi Kam Hai