Taazi Hawa Me Phulo kI Mehak Ho
PahlI kIran Me ChIdIYo kI Chahak Ho
Jab B Kholo Ap ApnI Palke
Un Palko Me Bus KhushIYo kI Jhalak Ho.
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
wo adayien terri ki dil ko aashoqana laagge
wo muskurana tera ki chand bhi jalne lagge
bohat seedha hai tu aur jamana hai fayyaz
khuda kare tujhe sahar ki hawa na lagge…
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
yaad aayi uss bemurrawat ki ek jamane ke baad
bhool gaye the jisko hum uss afsaane ke saath
aayi jab wo saamne muskurate hue thaame kissi ka haath
aankhoien se ashq chhlak gaye ek arsse ke baad..
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Humari sanson mai aaj tak, wo heena kee kushboo mahak rahi hai
Labo pe nagme machal rahe hai, najar se masti chalak rahi hai
Wo jinki khatir gazal kahi thi, wo jinki khatir likhe the nagame
Unhi ke aage sawal banke,gazal ki jhanzar khanak rahi hai.
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Apki Dosti Hamare Suro Ka Saaj Hai.
Aap Jaise Dost Par Hame Naaj Hai.
Chahe Kuch Bhi Ho Jaye Jindage Me.
Dosti Kal Bhi Vaisi Rahegi Jaisi Aaj Hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Is Daur Me Ashiq B Ajib Hote H
Ek Din RaQeeb Dusre Din Dost Hote H
Isliye Mene Mohabbat Karna Chodd Di
Qki Mohabbat Me Sirf Dukh ‘Naseeb’ Hote H
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Sunnta hai Dharkano ki Awaz koi koi
Or jan sakta hai dil k raaz koi koi
Milte he buht se log is dunya main
Magar bannta hai sacha dost koi koi
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Waqt Kam Tha Baat Adhuri Reh Gyi
Ache Logo Se Mulakat Adhuri Reh Gayi
Uske Jane ke Bad Hum Roye Bahot
Kon Kehta He Barsat Adhuri Reh Gayi..
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Comments 1
Jo main na rahu, aankhon main aansoo na bahana tum
Is dil pe hai bas nam tumhara, yeh yaqeen rakhna tum
Main hoon tere sath, tu meri hai mere har qadam
Door ho kar bhi kahan ek doosre se hain door hum