Teri nazar ko fursat na mili sachai ki,
Warna mera marz itna la ilaj na tha,
Hmne waha b mohabat ki,
Jis shehar may mohabat ka riwaj na tha!
Kisi se bewafai itni bhi na karo ki unhe pyar par naaz karne ka mauqa bhi na mile,
Kisi ka dil itna bhi na todo ki fariyaad karne ka ek tukda bhi na mile.
Unhe Sak He Ki Hum Unpar Marte He
Hme Sak He Ki Wo Hum Pr Marte He
Din Raat Gujarte Ja Rahe He U Hi
Na Wo Kuch Kahte He
Na Hum Kuch Kahte He
Na salaam yaad rakhna,
Na paigaam yaad rakhna,
Dil ki dili tammana hai,
Bas hamara naam yaad rakhna
Aap pe kurban hamari yari he
Haske mar jaynge iski bhi tayari he
ye silsila na khatm ho apnepyar ka
Lo humne apko yad Kia ab Apki bari he.
Itni bedardi se dil ko mere voh tod degi,
yeh maloom na tha mujhe akela voh chhor degi,
aey mere masoom dil tu tanhai se pyar kar le,
bewafa bhi ab wafa ka saath chhor degi.
Kasam Dekar Mujhe Majbur N Karo
Khud Tanha Ho Jaoge Itna Gurur Na Karo
Mana Ki Aap Pe Mera Haq Nhi
Par Apni Yado Ko To Mujhse Dor Na Karo
JHAKM JaB MERE SINE K BHAR JAYEGE
AANSU B MOTI BANKR BIKHAR JAYEGE
YE MAT PUCHNA KIS KIS NE DIYA DHOKHA
WaRNA KUCH APNO K B CHEHRE UTAR JAYEGE
Comments 43
zindagi humse yun daga kar gayi,
marte marte jeene ki saza de gayi.
koi aisa gam na tha jo na saha ho maine,
zeher ke roop mein mujhe zindagi ki dawa de gai
i love you deepa
i love vaishali
zindagi humse yun daga kar gayi,
marte marte jeene ki saza de gayi.
koi aisa gam na tha jo na saha ho maine,
zeher ke roop mein mujhe zindagi ki dawa de gai
ye bhi kya tark-e-taaluk hain zamanewaale……
teri yaadein jalau toh teri khushbu aati hain.
kha ke thokar bhi na sambhale toh ye raahi ka naseeb………………
deke thokar patharo ne farz apna ada kiya
mujh se na pooch meri tanhai ka aalam…har raat mujh pe ek qayamat guzarti hai….
itna chaaha tha tujhe meine,
paane ki dua kee ti khudaa se,
paakar aisa dard diya hai meine,
ab bhulne ki dua maangta hu rab se,
khuda bhi kaise rootha hai mujse,
yaadein teri aur dilaata hai muje
Zindagi se poochiye ye kiya chahti hai,
Bas ek aapki waffa chahti hai,
Kitni masoom aur nadan hai ye,
Khud bewaffa hai aur waffa chahti hai
Us shakh ke patte nahi hai ham jo toot jae ek hawa ke jhoke se
Andhi se koi Kah de jara aukat me rahe
Karo aisa Jamane me ki kuch aisa bane jalim
Panahe mang le duniya Ibarat khud badal jae
Ajaa ki intzaar me jane ko hai bahar bhi
tere bager zindagi ab dard ban ke rah gai
jo bhi aawehai bethe hai pahlo me tere,
ham kahan tak tere pahlu se sarakte jaae
kafan na dalo mere chehre,
par mujhe aadat hai muskurane ki,
aaj na dafnao mujhemere yaaron,
aaj ummeed hai uske aane ki.
chot khakar bhi zakhm chupaye humne zeher pekar bhi bahane banayme humne na jane aaj tum itne yaad kyon aaye kin naam likh likh ke mitaye humne
Mumkin Nahi Shayad Kisi Ko Samaj Pana,
Samjhe Bina Kisi Se Kya Dil Lagana,
Aasan Hai Kisi Ko Pyar Karna,
Bahut Mushkil Hai Kisi Ka Pyar Pana………
kafan na dalo mere chehre,
par mujhe aadat hai muskurane ki,
aaj na dafnao mujhemere yaaron,
aaj ummeed hai uske aane ki.
Bina jane pechane Ikraar na kijiye, dil ko apne u bekarar na kijiye, phool bhi de sakte hai dard gehra, har phool par yu aitbaar na kijiye.
Na salaam yaad rakhna,
Na paigaam yaad rakhna,
Dil ki dili tammana hai,
Bas hamara naam yaad rakhna
Aap pe kurban hamari yari he
Haske mar jaynge iski bhi tayari he
ye silsila na khatm ho apnepyar ka
Lo humne apko yad Kia ab Apki bari he.
main lafjo se kuch ijhar nahi karta,iska matlab ye to nahi main usase pyar nahi karta,chahta hu use aaj bhi,per uski soch me apna waqt bekar nahi karta,tamasha na ban jaye meri mohhabbt,isliye apne dard ka ijhar nahi karta,jo kuch mila hai usi me khush hu main,uske liye khuda se takrar nahi karta,per kuch to baat hai uske fitrat me jalim ,warna use chahne ki khata baar baar nahi karta……