Khalid
Na tujhe chor sakte hain,tere ho bhi nahin sakte,
Ye kaisi bebasi hai aaj hum ro bhi nahin sakte.
Ye kaisa dard hai,pal pal humein tadpae rakhta hai,
Tumhari yaad aati hai to phir so bhi nahin sakte.
Chuppa sakte hain aur na dikha sakte hain logon ko,
Kuch aise dagh hain dil par jo hum dho bhi nahin sakte.
Kaha to tha chor denge tum ko,phir ruk gae lekin,
Tumein paa to nahin sakte magar chor bhi nahin sakte.
Hamara aik hona bhi,nahin mumkin raha ab to,
Jeeyein kaise ke tum se dur ho ke reh bhi nahin sakte.(mkm)
=================================================
=================================================
khalid
Comments 12
wo kehte thhe hamse kabhi na bhula paayenge aapko,
aaj wo aesa bhule hain hame ki jaise ham kabhi mile bhi nanhi the unko…
bhul jaane ka hausla na hua,
dur rah kar bhi wo juda na hua,
usase milkar kisi aur se kya milte,
koi usake jaisa dusara na hua.
its true….. dis is life thanks khalid
Kehte he kisi ek k chale jane se Dunya ruk nahi jati…
par me kahta hu k puri dunya mil jane se us ek ki kami puri nahi ho pati
hum use bulkar bhi nahi ji sakte,
hum use yadrakh kar bi nahi ji sakte,
mar jate kabke unke bina par kya kare,
unki bhaho ke bina mar bi nahi sakte,
I LOVE YOU JINAL
prem ma modi rajuat na karo,
jo nibhavi na sako to saruat na karo,
jene tmara vagar jivva ni aadat nathi,
tene kyare judai ni vat na karo,
Rajni Nayyar
Bahaut khoob Rajni ji.Bilkul sachi
baat hai keh zakham kitne bhi ghere
kiyon na hon,bhar jaate hain.Lekan
daagh zarur chhor jaate hain.Thanks!
================================
khalid.m@hotmail.co.uk
================================
waqt ka aalam har ghaaw bhar deta hai,
jakham agar gehara b hi ho to bhar jaate hai,
par daag rah jaate hai,
aane wale aakar dil se nikal b hi jaaye,
par yaaden dil me rah jaate hai.
bhul jaane ka hausla na hua,
dur rah kar bhi wo juda na hua,
usase milkar kisi aur se kya milte,
koi usake jaisa dusara na hua.
sms
ISKQ PANE KI TAMANNA ME KBHI-KBHI ZINDAGI KHILAUNA BAN KE REH JATI HAI JISE DIL ME BASANA CHAHTA HAI WOO SURAT SIRF YAAD BAN KE REH JATI HAI.
Hmmmmmmmmm……
*****************************************