Reh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai

bewafa-shayari

Rehtey Hain Saath Saath Mai Aur Meri Tanhai
Kartey Hain Raaz Ki Baat Mai Aur Meri Tanhai
Din To Guzar Hi Jata Hai Logon Ki Bheer Mai
Kartey Hain Basar Raat Main Meri Tanhai

Saanson Ka Kya Bharosa Kab Chor Jain Saath
Laikin Rahain Gay Saath Main Aur Meri Tanhai
Aaye Na Tumhe Yaad Kabhi Bhul Kar Bhi Hum
Kartey Hain Tumhe Yaad Main Aur Meri Tanhai
Aa Ke Paas Kyon Door Ho Gaye Hum Se
Kartey Hain Teri Talash Main Aur Meri Tanhai
Tum Ko Rakhain Gay Saath Zeenat Bana Kay Ghar Ki
Reh Jain Phir Na Tanha Main Aur Meri Tanhai

RelatedPosts

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 34

  1. aavi rude says:

    Aksar wo kahte hai…pyar tumne kya kiya…
    Aksar wo kahte hai…pyar tumne kya kiya…
    Kabhi unse koi kahe,aake dekhe mera bikhara aanshiya…pata lage pyar humne kya kiya….

  2. Farha Naseem says:

    Na dhuan utha Na koi awaz hui …Jalte Rahe Halaat bdhi Khamoshi k saTh….

  3. अखिलेश पंडित says:

    मेरा और उस चाँद का मुकद्दर एक जैसा है,

    वो तारों में तन्हा है और मैं हजारों में तन्हा।

  4. Nizamudin says:

    Kaun kehta hai ishq me bas ikraar hota hain,
    Kaun kehta hai ishq me bas inkaar hota hain,
    Tanhai ko tum bebasi ka naam na do,
    Kyuki ishq ka dusra naam hi intezaar hota hai

  5. Aryan mehra says:

    mohabbat ko to log yun hin
    badnam krte h….!

    takleef to sali bewafai deti h…!!!

    mr.perfect Arya

  6. Aryan mehra says:

    zindgi m ho sake to
    kabhi pyar mat
    karna
    ho jaye to inkar
    mat karna…
    ho sake to un wado
    ko nibhana warna
    kisi ki zindgi
    barbad mat karna
    i hate u muskan

  7. Naveen Chauhan says:

    Ruthi Jo zindgi toh mana lenge hum mile Jo gham toh seh lenge hum bas aap rehna saath hamare aansuo me bhi muskura lenge hum

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *