Kaun kisko dil me jagha deta hai..
Phed bhi waqt ane par sukhe pattey gira deta hai..
Waqif hai hum duniya k riwazon se..
JAB DIL BHAR JAYE TO HAR KOI BHULA DETA HAI..
Pal pal tarse us pal ke liye…
pal aya bhi to kuch pal ke liye…
socha tha usse zindagi ka
Ek haseen pal bana lenge…
wo pal ruka bhi to ek pal ke liye…
Na thi jisko humarey pyar ki kadar.
Ittefak se usi ko chah rahey they hum.
usi deeye ney jalaya hamarey hathon ko,
jisko hawa sey bacha rahey the hum
kaliyo se phool bante hai phoolo se banti nahi kaliyan,
dusmani se ghar ujarte hai par isq me bachti hi nahi duniya
JO LAG APNE MAHBOOB KO YAAD KAR ANSOO BAHATE HAI MAJNU KAHLATE HAI
MAIN TO ANSUO KE SAMANDAR ME DOOBA HOON PHIR BHI PAGAL KAHLATA HOON
Dil Mera Unke Liye Bas Khiluna Bankar Reh Gaya,
Vaada Kiya Sath Jine Ka Wo Sapna Bankar Reh Gaya,
Humne Jo Sapne Dekhe The Wo Tut Kar Bikhar Gaya,
Sath Bitaye Lamhe Sab Bas Aansu Bankar Reh Gaya.
Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya…
Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya…
Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to…
Sab kucch zindagi mein chup-chaap sehna sikha diya…
Kyuki Usne Bewafaai Ye Samajh Mein Nahi Aayi,
Kyu Chhoda Usne Sath Mera Ye Kabhi Nahi Batayi,
Mohbbat Aaj Bhi Hain Unke Liye Mere Dil Mein,
Pata Nahi Mujhe Chhodakar Kyu Gairo Ka Ghar Basayi.
Pyar Ki Kami Ko Hum Pehchante Hain,
Unake Gum Ko Bhi Hum Jante Hain,
Dosto Unaka Hi Sahara Hain Jo Zinda Hain,
Tabhi To Unhe Deewano Ki Tarah Chahte Hain.
Comments 22
all shayeri touched my core of heart….keep gng with it
Roshni kab kam hui pta nahi chala
ankh kab nam hui pata nahi chala
teri yaad me khoye kuch es tarha
ankh kab nam hui pata nahi chala
**L()v3 Hurt$**