Khalid
Likhi hai yeh ghazal sirf tere liye
Dewane bane bhi to sirf tere liye
Kisi ko nahin dekheingi ab yeh aankhein
Nazrein tarseingi bhi to sirf tere liye
Her saans mein yaad kareinge tujhe
Ye saans nikle gi bhi to sirf tere liye
Her pyar se pyare lagte ho tum mujhe
Maine pyar seekha bhi to sirf tere liye(mkm)
====================================
====================================
khalid
Comments 51
MERAY KOOCHAY MAI KADAM AAP JO AA KAR RAKHTAY
HAM BHI RAHON MAI DIL-O-JAN BICHA KAR RAKHTAY
HAMAIN MALOOM JO HOTA TERI SAZISH KA KABHI
HAM RAKEEBON SAY BHI KUCH BAAT BANA KAR RAKHTAY
MERAY IS DIL KI TARAP TUM NAY JO SAMJHI HOTI
TUM KABHI YUN NA MUJHAY DOOR HATA KAR RAKHTAY
MIL HI JATI JO KHABAR GAR TERAY ANAY KI HAMAIN
HAM TERAY WASTAY KUCH SANS BACHA KAR RAKHTAY
IN SAZAON KA TO MALOOM NHI THA WARNA
ROZ-E-MEHSHAR K LIYE KARM KAMA KAR RAKHTAY
KASH HAM HOTAY SUKHANVAR KABHI HUM JAISAY
APNAY SHAIRON SAY DAR-O-BAAM HILA KAR RAKHTAY
Reply – Quote
On May 29, 2009 at 00:21:44, tanzeem said:
AAN KAR BHI VO MUJHE JAAN NA PAAYE, AAJ TAK VO MUJHE PEHCHAN NA PAAYE,
KHUD HI KI HAI BEWAFAII HUMNE, TAAKI UNPE KOI ILZAAM NA AAYE.
Reply – Quote
On May 28, 2009 at 14:05:39, khalid said:
Soni
Thank you Soni for your
appreciation.Please keep
commenting !
=======================
khalid.m@hotmail.co.uk
=======================
Reply – Quote
On May 28, 2009 at 10:52:34, soni said:
Hi Khilid, nice Gazal
hi
hello khalid very nice sayari
Hi Zoya
Thank you so much for liking
this post and commenting!!
========================
khalid.m@hotmail.co.uk
========================
hi iam zoya ,
beautiful shayari
goods
MERAY KOOCHAY MAI KADAM AAP JO AA KAR RAKHTAY
HAM BHI RAHON MAI DIL-O-JAN BICHA KAR RAKHTAY
HAMAIN MALOOM JO HOTA TERI SAZISH KA KABHI
HAM RAKEEBON SAY BHI KUCH BAAT BANA KAR RAKHTAY
MERAY IS DIL KI TARAP TUM NAY JO SAMJHI HOTI
TUM KABHI YUN NA MUJHAY DOOR HATA KAR RAKHTAY
MIL HI JATI JO KHABAR GAR TERAY ANAY KI HAMAIN
HAM TERAY WASTAY KUCH SANS BACHA KAR RAKHTAY
IN SAZAON KA TO MALOOM NHI THA WARNA
ROZ-E-MEHSHAR K LIYE KARM KAMA KAR RAKHTAY
KASH HAM HOTAY SUKHANVAR KABHI HUM JAISAY
APNAY SHAIRON SAY DAR-O-BAAM HILA KAR RAKHTAY
AAN KAR BHI VO MUJHE JAAN NA PAAYE, AAJ TAK VO MUJHE PEHCHAN NA PAAYE,
KHUD HI KI HAI BEWAFAII HUMNE, TAAKI UNPE KOI ILZAAM NA AAYE.
Soni
Thank you Soni for your
appreciation.Please keep
commenting !
=======================
khalid.m@hotmail.co.uk
=======================
Hi Khilid, nice Gazal………..
Sapna and Amrita
Thank you both for your appreciation
I hope you will keep on encouraging
me to write more and more.
============================
khalid.m@hotmail.co.uk
============================
i like ur poetry its really nice.
Very nice one Khalid…
Cherin
Thank you so much for your
comments.I am so happy that
you have enjoyed this shayari.
You have also written a nice poem
for wich i could only say that..
Jis ko khyale yaar ho us ko kab aati hai neend
Us ko dilber ke tasavar mein nahin bhati hai neend
==================================
khalid.m@hotmail.co.uk
==================================
Hi Amarjeet
I am still recovering from my
loss but otherwise ok i suppose.
Yeh ghazal kis ke liye hai?
“Likhi Hai Yeh Ghazal Sirf Tere
Liye”
=======================
khalid.m@hotmail.co.uk
=======================
Imroz
Thank you so much,so glad you
have enjoyed it!
========================
khalid.m@hotmail.co.uk
========================
Umeed ki kashti ko duboya nahi karte, saahil agar door ho to roya nahi kartey,rakhtey hai jo dil mein tadap kisi ki, woh log toh raaton ko bhi soya nahin kartey…………
loved it………..beautiful…
Hi Khalid,
How are you??
Beautiful posting…..
Waise bhi..yeh to batao..kis k liye hai…..
*****************************************
loved it!!