Kya kahu kaha nahi jata
Par ab chup raha nahi atta
Jee rahi hu aise jaise mare huye hai hum
Aap pe ilzaam par ab aur lagaya nahi jatta
Dil rota hai ander se
Hasta hai samane ke liye
Ki aur ab ye gum humse chupaya nahi jatta
kabhi lagta tha jeyye hum sadiyon unke saath
Par ab ye aalum hai ki ek pal aur jeeya nahi jaatta
Battain jab hum kiya karte the
Ruhh hamari khush hoti thi
Par aaj ye aalum hai ki
Baat hum kar nahi sakte aur dur hum reh nahi saket
Frm Shayariworld yahoo grp
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 2
Kya kahu kaha nahi jata
Par ab chup raha nahi jtta…
wah! kya baat hai janab.