Unse Se Mil Aaya Main
Khushiyon Ko Jii Aaya Main
Unke Yaadon Ko Sanjorh Laaya Main
Sapne Kitne Saja Laaya Main
Unke Aankhon Me Chehra Apna Dekh Aaya Main
Unke Dil Se Apna Naam Phir Sun Aaya Main
Unhe Dekhte Hi Jo Khushi Ke Aansoon Nikle
Un Sab Ashkon Ki Dava Le Aaya Main
Unke Chehre Se Nazar Hatte To Aakhir Kaise
Apni Saanson Me Unki Tasveer Le Aaya Main
Mehul
Dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya
phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala
zindagi khwaab hai...
Comments 3
mere ek isharemain hawa bhi rookh badalti hain,
mere tinke bikhere kyon jaha main kiski hasti hain,
Pather ki Hain Dniya Jajbat Nahi Samjhati,
Dil Mai Kya hain ye Bat Nahi Samjhati
Tanha Chand Bhi Hain Sitaro Ke Bina
Chand Ka Dard Bewafa rat Nahi Samjhati
REHNA CHAH TE THE US DUNIYA ME,
MAGAR REH NAHI PAYE
CHAND SURAJ TARO KO BHI HATA DIYA.
MAGAR REH NAHI PAYE
voto saath he rhay ge