Nahi samaj atta aj khuda karu tera shukriya ya karu fariyad
Diya tune jina ka bhahana aur phir kar diya muje barbad
Who ban jaye mera karti rahi dil mei yahi arzoo
Per kya pata tha ki tu kabhi bhi kar sakta hai muje azad
Aj tak teri har marzi per tera darbar mei sir jukaya mene
Teri har ha per ha kaha nahi mene, per aj to usse mat kar mujse durr
Karana hi hai agar usse muje juda to saath mei le lena who dadhkane meri jisime tha kabhi who basa
Kyoki uske na hone ki baad nahi ha manzil aur na hi rastha mera
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 7
dil ki baate dil sa
Ache dost
Enjoyed reading this one…….
Very well written……
***********************
HI dosto yaar yeh maine bhi nahi likhi .
yeh poem pallavi ji ne likhi hai jo is blog ki sabse purani author hai 🙂
yaha unki ek category bhi hai jaha sirf unhi ki poems post ki gayi hia
hers is the link
Aray yaar Heeren
Main ne kab kaha ke ye aap ne
likhi hai, main ne to kaha keh
yeh yahaan aap ne post ki hai,yeh?
Aur sunnao mere dost kaise hain aap?
Family sab theek hai na?
==========================
khalid.m@hotmail.co.uk
==========================
Thank you Sweet
Yeh posting waki bahaut khoobsurat hai
lekan yeh main ne nahi post ki.
Yeh sara credit mere dost Heeren ko jaata
hai.
Well done mere dost!
Welldone Heeren No dought its wonderfull
poetry.
=============================
khalid.m@hotmail.co.uk
=============================
Salaam Khalid Ji
zabardast na, khass ye wali bit per aj to usse mat kar mujse durr
Karana hi hai agar usse muje juda to saath mei le lena who dadhkane meri jisime tha kabhi who basaKyoki uske na hone ki baad nahi ha manzil aur na hi rastha mera
bilkul sach hai aur bohto udas kar dehta hai kyun ke juda kyun hota hai koi pyar main waise pyar kiya to zaroori nahi ke wo pyar aap ko mile par khuda kasam pyar karne wale jo kabhi juda nahi hote bare khosh naseeb hote hain sach…..take care Sweet