Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye

Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain …
milna itifaak tha bicharna naseeb tha
wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha
hum usko dekhne k liye taraste he rahe
jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mere dil ki kitab ko padhna kabhi,
Sapno me aake mujh se milna kabhi
Maine duniya sazai hai tere liye,
Meri nazro ki ummed ban’na kabhi
Bahut dur hai sitaro se roshan jahan,
Jra humkadam banke mere sath chalna kabhi
Bahut najuk seene mai DIL hai mera,
Tum andaj mohabbat banke dha’rkna kabhi

Words By Akshita

RelatedPosts

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 6

  1. bhavini mistry says:

    hIIIIIIIIIIII
    gOOD SMA

  2. Afzal khan says:

    Ek Hum He the Jo unse Pyar Karte Rahe,
    Bewafa Woh The Par Hum Nahin.
    `
    Dil K Qareeb Aa K Jab Wo Door Ho Gaye,
    Sary Haseen Khawb Mery Choor Ho Gaye.
    Humne Wafa Nibhai To Badnamiyan Mili,
    Jo Log Bewafa Thy Wo Mashhor Ho Gaye

  3. nitendta khare says:

    hume bhi aarjuye mohhababt hai,
    kambakht tanha koi milta hi nahi

  4. kaamil khan says:

    it very cool site..
    here every collecation is very nice….

    taqdeer kya likhu muqddar ke samne

    Qateel ne qatl kar diya mere ghar ke samane..

    saari basti jalti to afshos na hota..

    tanha mera ghar jala samundar ke samne………..

  5. aminucat says:

    ya,its good but i am not intersted in reading this types of poems

  6. jimmy says:

    kisi ko na pane se zindgi khtm nahi hoti…..
    Lakin. . . . .
    Kisi ko paa kar kho dene se kuch baki nahi rahta…javed oman

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *