Tujhe Dekhe Bina Teri Tasweer Bana Sakta Hoon,
Tujhse Mile Bina Tera Haal Bata Sakta Hoon,
Hai Meri Dosti Mein Itna Dum,
Apni Aankh Ka Aansoo Teri Aankh Segira Sakta Hoon.
`
Hum Se Na Ruthna Kabhi,
Andaaz E Dosti To Ek Ada Hai
Us Ke Bina Zindagi Mein Na Maza Hai,
Is Liye Kehte Hain
Hum Se Na Ruthna Kabhi,
Kyon Ki Dost Ka Ruthna Bhi Ek Saza Hai.
`
Phool Jese Doston Se Bhi Kya Dosti Karna,
Kuch Pal Ke Baad Murjha Jatey Hain,
Dosti Karni Hai To Hum Jese
Kaanton Se Karo,
Jo Chubney Ke Baad Bhi Yaad Aatey Hein,
`
Shaam Ki Tanhai Mein Khoo Na Jana,
Kisi Ki Masti Mein Doob Na Jana,
Milegi Zaroor Kal Manzil Tumhe,
Apni Manzil Ko Paa Kar Is Dost Ko Bhul Na Jana
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.