Hum apni Deewangi se jaane jaate hain

Hum apni Deewangi se jaane jaate hain
Wo apni Be-Rukhi se pehchaane jaate hain

Roz miltey hai lekin, kuch Kehte Sunte nahi
Mere saamne wo Meri Dharkan barhaane aate hain

RelatedPosts

Shab-Bhar Intzaar mai Hum Taare dekha karte hai
Sawera hone se pehle wo chand bujhane aate hain

Bas Ek Nazar ke liye Hum Din-Bhar taraste hain
Wo Shaam ko Gamlon ko Paani pilaane aate hain

Mere is Haalat pe Hansana nahi MUSAFIR Tuu
Ishq mai sab ke Saamne aise Zamaane aate hain

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 22

  1. Shoaib says:

    Ek arse baad koyi hain jo mujhe chahne lagi hain,
    Meri har baat pe muskurane lagi hain.

    Ek arse bad koi h jo din ratmuje dekhne ki dua krti h
    Meri gair hazari me mere liye aahe bharti hain,

    Ek arse baad koi hai jo meri mulaqato ko tarasti hai
    Jiski nighaho ka megh sirf mere liye barasta hain,

    Ek arse bad hi sahi koi hai jo mere liye beqarar si hai,
    Jo hr pl mujse kehti h ki han muje b tujhse pyar hai..

    on whatsaap 8905797381
    Ek se badh kar Ek shayari …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *