Mere Toote Hue Dil Ko, Sahara Kon Dega
Meri Toofaan Me Kashti, Kinara Kon Dega
Yeh Kese Mor Pe Laai Ha Mujko Zindigani
Adhoori See Likhi Gyee Ha Kyun Meri Kahani
Ha Ab Kis Raah Pe Chalna Ishara Kaun Dega
Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega
Main Hoon Our Sath Mere Ab Meri Tanhaayan Hain
Meri Taqdeer Se Mujko Mili Ruswayian Hain
Meri Ankhon Ko Khushion Ka Nazara Kaun Dega
Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega
Hum Ne Pyaar Main Paaya To Kyaa Paya
Kabhi Khud Ro Diye Kabhi Tum Ko Rulaya
Halat-e-ghum Main Beh Gaya Jho Aansoon
Who Zindagi Main Phir Kabhi Na Behne Paya
Saza Mujhe Mili Aur Jaza Unhain Bi
Aisa Bhi Kya Insaaf Me Hai Sir Jhukaya
Himmat Nahee Thi Us Main Saath Mere Dene Ki
Ab Tak Na Jaane Vo Kaise Chal Paya
Kisi Ajnabi Ko Mera Likha Suna Raha Tha Woh
Bikhre Hue Khawabon Ke Purzey Udha Raha Tha Woh
Umr Bhar Pista Raha Who Rishtoon Ki Chaki Mein
Baaqi Rahe Rishtoon Se Daaman Churra Raha Tha Woh
Apni Zidd To Woh Puri Na Kar Saka
Ruthey Huway Bachoon Ko Mana Raha Tha Woh
Sehra Me Khile Phool Ko Bachane Ke Liye
Apne Ashkoon Se Uski Pyaas Mita Raha Tha Woh
Uski Yaadoon Ko Kuch Is Tarah Bhula Raha Tha
Apne Haathoon Apna Likha Mita Raha Tha Woh
Sirf Kirdaar Hi To Badle They Usne
Apni Hi Kahani Suna Raha Tha Woh !!!
Hum Apni Deewangi Se Jaane Jaate Hain
Wo Apni Berukhi Se Pehchaane Jaate Hain
Roz Miltey Hai Lekin, Kuchh Kehte Sunte Nahi
Mere Saamne Wo Meri Dhadkan Badhaane Aate Hain
Shab Bhar Intzaar Mein Hum Taare Dekhaa Karte Hai
Sabera Hone Se Pehle Wo Chand Bujhane Aate Hain
Bas Ek Nazar Ke Liye Hum Din Bhar Taraste Hain
Wo Shaam Ko Gamalon Ko Paani Pilaane Aate Hain
Mere Is Haalaat Pe Hansanaa Nahi Musafir Too
Ishq Main Sabke Saame Aise Zamaane Aate Hain
By Ram Kumar Chandak
Comments 173
Thirsty Crow Story in Hinglish
Once upon e waqt
there was a kawwa
he was very pyasa
here dere batka
He saw a matka
sampathar patka
little water gatka and satka
hum se dur hokar v mere pass ho tum.hamari suni jindagi k aas ho tum. kaun kahta ki humse bichad gaye ho tum,yaado k rup me mere saans ho tum.good evening my jaanu.
pyar biyar chor, kuch dosti par vi likh de hamare liye hi sahi……………..
Wah kya baat hai.aise hi likhte raho.
sach mein bahoot khub.
dats nce, good job guys, i’m anouchka from mauritius, n i love poems, tres joli. keep it up
ur poem’s is very nice i like it
keeeeeep it
humse dur ho ker bhi mere paas ho tum…
hamari suni zindagi ke aas ho tum..
kaun kehata hai humse bichad gaye ho tum. yaadon ke rup main meri sans ho tum………………
jab darwaje par hui thi aahat,
mujhe laga ki tu hai aai,
jhaak ke jab is dil me dekha,
tu na aai,teri yaad chali aai
my original name is rahul upraity..
Chandani Chand Se Hoti Hai Sitaro Se Nahi
mohabat Ek Se Hoti Hai Hejaro Se Nahi.
naaataaak kyu karta hai,,,,bas khaaaa apple or shaant baith
abbbbe hattt,,,
saaaala ashiqq devdaaaas
A for apple.
B for bada apple.
C for chhota apple.
D for dusra apple.
E for ek aur apple.
F for fokat ka apple.
G for gol apple.
H for hazar apple
I for itney saarey apple?
J for jaao nahi khaana hai apple
K for kaise nahi khaayengey apple
L for lena padhega tumko apple
M for mujhe nahi chahiye itne apple
N for naa nahi kehtey kyunkey yeh hai apple
O for Oh to tumne khaa daale yeh saare apple
P for peth bhar Ke khaao apple
Q for qismat mein nahi hoti hai sabke, yeh apple
R for roz agar khaao tum apple
S for sehetmand rahoge khaaogey agar tum apple
T for tumko nahi milengey itney achey apple
U for udhaar kii nahi hai yeh apple
V for very tasty hai yeh apple
W for waste na karo time aur khaalo jaldi se apple
X for X
Hum ne pyaar main paaya to kyaa paya
Kabhi khud ro diye kabhi Tum ko Rulaya
Halat-e-ghum main beh gaya jho aansoon
Who Zindagi main phir kabhi na behne paya
Saza mujhe mili aur jaza unhain bi
Aisa bhi kya insaaf me hai sir jhukaya
Himmat nahee thi us main Saath mere dene ki
Ab tak na jaane vo kaise chal paya
Kisi ajnabi ko mera likha suna raha tha woh
Bikhre hue khawabon ke Purzey udha raha tha woh
Umr bhar pista raha who rishtoon ki chaki mein
Baaqi rahe rishtoon se daaman churra raha tha woh
Apni zidd to woh puri na kar saka
Ruthey huway bachoon ko mana raha tha woh
Sehra me khile phool ko bachane ke liye
Apne ashkoon se uski pyaas mita raha tha woh
Uski yaadoon ko kuch is tarah bhula raha tha
Apne haathoon apna likha mita raha tha woh
Sirf kirdaar hi to badle they usne
Apni hi kahani suna raha tha woh !!!
Hum apni deewangi se jaane jaate hain
Wo apni berukhi se pehchaane jaate hain
Roz miltey hai lekin, kuchh kehte sunte nahi
Mere saamne wo meri dhadkan badhaane aate hain
Shab bhar intzaar mein hum taare dekhaa karte hai
Sabera hone se pehle wo chand bujhane aate hain
Bas ek nazar ke liye hum din bhar taraste hain
Wo shaam ko gamalon ko paani pilaane aate hain
Mere is haalaat pe hansanaa nahi MUSAFIR too
Ishq main sabke saame aise zamaane aate hain
i want love reply
I love u my love……only for Nutan…………….
KABHI TO HUME APNA BANA KAR TO DEKHO
nice poetry. i am really pleased to read them.
hi , how r u
reh nhi paate phool khushboo bina, dil dhadkan bina,hum aapke aur aap hamare bina…