Woh Keh Gaye Ki Mera Intezaar Mat Karna,
Main Kahu Bhi To Muj Pe Aitbaar Mat Karna,
Wo Kehte hai Ke Mujhe Tumse Mohabaat Nahi,
Par Tum Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna..!! !
———————————————————————
Har hansi ko ikraar nahi kehate,
har jagah baithne ko intezaar nahi kehate,
yun to nazar milti hai hazaronse,
har nazar ke milne ko pyaar nahi..
———————————————————————
Kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage,
Kitne benoor hain sapne hakikat ke aage,
Koi ruki si dhadkan se puche,
kitna tadapta hai dil mohabbat ke aage.
———————————————————————
Kabhi to aasman se chand utre aur ek jaam ho jaye
Tumhare naam ki ik khubsurat haseen sham ho jaye
Ujale apni yadon ke hamare sath rehne de
Na jane kis gali me zindagi ki sham ho jaye.
———————————————————————
Khoobiyan itni to nahi hum mein,
ki kisi ke dil mein ghar kar jayenge
par bhoolna bhi aasaan na hoga,
aisa kuch zaroor kar jaayenge.
———————————————————————
Dosti mai dil ka tamasa dekha nahi jata,
Humse tuta hua sisa dekha nahijata.
Apne hisse ki sari khusiya lutadu tumper,
Humse tera utra hua chehara dekha..
———————————————————————
Jab dekha unhone tirchhi nazar se,
to hum madhosh ho gaye,
Par jab pata chala ki nazare hi tirchhi hai,
to hum behosh ho gaye
————————————————————
Ab Jab ghire Baadal, Teri Yaad aayi
Jhoom ke barsa Saawan, Teri Yaad aayi
Bheega main, lekin phir bhi teri Yaad aayi
Kyon na aaye teri yaad?
Tune jo chatri ab tak nahi lautai
————————————————————
Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
Lal diwar par chune se likha tha ghalib ne
Yahan likhna mana hai.
————————————————————
Unki gali ke chakkar kaat kaat kar,
Kutte bhi hamare yaar ho gaye,
Wo to hamare ho na sake,
Hum kutton ke sardar ho gaye
————————————————————
Na woh inkaar karti hai
Na woh ikraar karti hai
KAMBAKHT mere hi sapno mein aakar
Mere dost se pyaar karti hai.
————————————————————
Aaj didar,
kal yaar,
parso pyar,
phir ekrar,
aur phir-intzar,
phir-takrar,
phir-darar,
saari mehnat-bekar,
Comments 21
Bevi-suna hai swarg me miyan bevi sath nahe rahte….?Bevi-suna hai swarg me miyan bevi sath nahe rahte….?