Her Pal Gamo Ki Yaad Me Jalti Hai Zindgi. Bas Mom Ki Tarah Pighalti Hai Zindgi. Kya Raaz Hai Ye Isqh Hua Hai Jab Se, Barbadiyo Ki Raah Pe Bas Chalti Hai Zindgi.
Kbhi To Dil Udas Hota He Hlka Sa Ankhon Ko Ehsas Hota He Chalakte He Meri Bi Ankhon S Ansu Jb Kise S Dur Hone Ka Ehasas Hota He.
Ishq Pane Ki Tamanna Me,Kabhi Kabhi Zindagi Khilona Ban Jati He,Jise Dil Me Basana Chahte He,Wo Surat Sirf Yaad Bankar Reh Jati He.
Aae Dil Tu Mohabbat Karta Kyu Hai,Jo Karta Hai To Phir Tadapta Kyu Hai,Jo Baith Gaya Hai Dil Me Pyaar Ka Dard Ban Kar,Woh Aankho Ke Raaste Nikalta Kyu Hai.
Duaa Na Karna Hamare Liye Hamein Duaa Ki Zarurat Nahi Karni Ho To Baadduaa Karna Hamare Liye Kyon K Kisko Ab Hamari Zarurat Hi Nahi.
Jab Kabhi Samne Wo Nazar Aayega,Ajnabi Ki Tarah Takra Ke Guzar Jayega,Auron Ke Liye Rakhte Hai Hoton Pe Hasi Woh,Mujhse Milega To Chehra Utar Jayega.
Na Dil Raha Zakhm Uthane K Kabil Na Hum Rahe Dil Lagane K Kabil Teri Yaadon Ne Diye Zakhm Aise Na Hamein Chora Muskuraane K Kabil
Ek Awara Kiran Bhatakti Nazar Ayi Thi Jahan Sunte Hai Us Mukam Se Dariya Kareeb Tha Jaise Hi Fasal-E-Gul M Humare Kadm Pade Gulshn Ujjd Gya Yh Humara Naseeb Tha
Dhoondhte Ho Kia In Aankho Mein Kahani Meri Khud Mein Gumm Rehna To Aadat Hai Purani Mer Ibheer Mein B Tumhe Mil Jaonga Aasani Se Khoye-2 Rehna Hai Nishani Meri
Bus 1 Zara Khayal Is Dosti Ka Tha Wrna Bohut Gila Teri Be Rukhi Ka Tha Mujh Ko Lga Mai B Teri Zindgi M Hoon Par Ye To Koi Dhoka Meri Saadgi Ka Tha
Ishq Pane Ki Tamanna Me,Kabi Kabi Zindgi Khilona Ban Jati He,Jise Dilme Basana Chahte He,Wo Surat Sirf Yad Bankar Reh Jati He.
Be-Aitbar Waqt Pe Jhujhla Ke Ro Pade,Kho K Use Kabi,Kabi Pa Ke Ro Pade,Kab Tak Kisiki Yad Me Royenge,Khud Ko Kitni Bar Ye Samjha Ke Ro Pade.
Pyase Ko Ek Katora Pani Kaafi Hai,Ishq Me Chaar Pal Ki Zindagani Kaafi Hai.Dubne Ko Samandar Me Jaaye Kyon,Unki Palkon Se Tapka Woh Ek Aansu Kaafi Hai
Mera Naam Uske Naam Se Jud Gaya Badnam Mujhe Ye Kaam Kar Gaya Humne To Iqrar-E-Ishq Kar Bhi Diya Per Unke Inkaar Se Main Benaam Ho Gaya
Kya Batau Mera Hai Haal Kaisa, Ek Din Guzarta Hai Ek Saal Jaisa, Tadapta Hoon Is Kadar Bewafaayi Me Uski, Yeh Tan Bante Jaa Raha Hai Kankaal Jaisa.
Saaye Ki Tarah Saath Rehne Wale,Rishta Kuch Iss Tarah Tood Gaye,Haqikat Mein Milna Mumkin Na Raha,Toh Woh Khwabo Mein Bhi Aana Chhod Gaye
Ab Ke Kerna To Aesi Chahat Kerna Jisko Aata Hee Na Ho Sikwa Shikayat Kerna Pehly Khusbu Ke Mizaj Ko Parak Lo Phir Gulistan Mein Kisi Gul Se Mohabbat Kerna
Badi Mannat Se Mere Duniya Lutai Hoge..Mera Pyaar Ki Hasti Bhi Mitai Hoge Laa Tera Pairo Me Marham Laga Du Mera Dil Ko Thokar Marne Me Tumhe Chot To Aaye Hoge
Usko Bas Itna Bata Dena..Itna Aasaan Nahi Hain Tumhe Bhula Dena..Teri Yaadein Bhi Tere Jaisi Hi Hain..Unhein Aata Hai Bas Rula Dena
Comments 9
अर्ज किया है………
चमन से ये कौन चला है
खामोसियाँ लेकर।
कली-कली भी रो पड़ी है
सिसकियाँ लेकर।
नजारा कर रहे थे जो
मेरे डूबने का।
निकले हैं वोह मेरी तलाश में
कश्तियाँ लेकर।
Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,
Naam lab par hai aur jaan baki hai .
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai …
Dard bahri zindagi ka suraag dhoondte hai ,
Hai andhera bahut yaha ek chiraah dhoondte hai ,
Banaya tha tamasha zindagi ka is tarh,
KI un meherbanao ka elaj dhoondte hai ,
KOI in ankhon me meri dil ki shamma ko jala de,
Hum apni badnasbi ka raaz dhoondte hai ,
Hasrat ka ayina ye pathar dil se tut gaya ,
Sisho ke in tukdo me apna aaj dhooondte hai ,
Maazi ke tulk lamho ne humar jhulas ke rakh diya ,
DIL ko behlane ke liye koi haseen khawaab dhoondte hai ,,,,,
Bahot badiya..!!!
Good shayarii
Gulab ke kaanten ko apni taqdeer se gila khuda se ki shikayat ye kya mujhe rang roop mila ,,
Khuda ne muskura ke kaha dekh us babul ke kaanten ko ye kya kam hai jo tujhe phoolon ka sang mila…!!!!
munira mehnoor
Her Pal Gamo Ki Yaad Me Jalti Hai Zindgi. Bas Mom Ki Tarah Pighalti Hai Zindgi. Kya Raaz Hai Ye Isqh Hua Hai Jab Se, Barbadiyo Ki Raah Pe Bas Chalti Hai Zindgi.
Aankhe bhi meri palko se sawal karti hai.
Waqt Aapko hi yaad karti hai.
Tab tak na dekhle Aap ka message,
Tab tak Wo msg aane ka Intezar karti hai.
tamannaai to dilki hasrat he puri jaye to huk khush kismat hai na puri ho to gum kya karna adhuri ranha to tamannao ki fitrat hai
Phir chupke se yaad aa gaya koi,meri aakhon ko phir rula gaya koi,kaise uska shukriya ada karen,mujh naachiz ko shayar bana gaya koi.