Bano jo “Dost” to phr sirf “Wafa” ho jao
Bano jo “Pyar” to phr had se “Fida” ho jao
Bano jo “Dil” to dharkn ki “Sada” ho jao
Bano jo “zuluf” to badal ki “Ghata” ho jao
Bano jo “khoon” to rag rag main “Rawan” ho jao
Bano jo “Dard” to zakmon ki “Dawa” ho jao
Bano jo “Haath” to phr “Dast-e-Dua” ho jao
Bano jo “Hussun” to “Pakeeza Haya” ho jao
Bano jo “Jaan” to phr “Jaan-e-Wafa” ho jao.
—————————————
Mere dil ki kitab ko padhna kabhi,
Sapno me aake mujh se milna kabhi
Maine duniya sazai hai tere liye,
Meri nazro ki ummed banna kabhi
Bahut dur hai sitaro se roshan jahan,
Jra humkadam banke mere sath chalna kabhi
Bahut najuk seene mai DIL hai mera,
Tum andaj mohabbat banke dharkna kabhi
—————————————
Mehul
Dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya
phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala
zindagi khwaab hai...