Duriyo ka ehsaas na kara, pass ane se darr lagta hai
Mei tuje kareeb na pau, to jine se darr lagta hai
Zindagi tumhare bin kaise kategi sooch pane se bhi darr lagta hai
Kushi aur sukun ka ristha hai tuje se, phir bhi dil lagane se darr lagta hai
Ankho se ansu nikal jaye to gum nahi , per tere udass hone se darr lagta hai
Iss wafa ko kaal shayad nibha paye ya nahi, per tere tut janne se darr lagta!!!
By: Pallavi
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 23
Kuchh Nasha to Appki Baat ka hai,
Kuchh Nasha to dhimi barsat ka hai,
Hame aap uhi SARAB na kahiye,
Es dil par ASAR to aapse MULAKAT ka hai… !!!
I Like Your Sms
Please send me latest sms on my mail ID
Thanks
Pallavi ji u r too gud…..dum hai aapki poetry main.
good i like it….
nice
satish raghuwanshi(china)
Khawabon Ka Ek Jazeera Ho,
Jugnu
Oye sub ke sub kanha ho ?
nice collection dear pallavi keep it up
Pallavi ji
Its so nice !
hi friends
thank for all your lovely comments and please keep visiting!!!
Aksar logon ko kehte suna hai,
Zinda rahe to phir milenge,
Lekin apse milkar mere dil ne ye mehsoos kiya hai,
Milte rahe to zinda rahege.
hey, pallavi and nikunj…kharnak ho yaar…gr8 work by u both…keep goin…
bye..tc
Pallavi ji it is really a nice poem . Keep on writing .
Very Nice Poem.
pallavi g..nice poem..i liked it a lot n i send it to my boy frd n he aslo like it a lot..
ur friend aartee..
i respect ur feelings !!!!!!!
i pary to god ke wo tumhaare , pe pehle wale sabhi khawab poore kare ,
aur ,(kaamma) ke baad wale dar se tumhe kabhi bhi dar na lage!!!!!!!!!
hey pallavi………Yaar bahut hi acha Likha hai really yaar pehli bar etna Acha padha ……..thanks wo eslie ki meri GF ko bahut pasanad aaaya
hi do u like my poem send me poem or shayrie my e-mail
nikunj.b@rediffmail.com
>joshi_niv@yahoo.co.in
Zindagi Main Hai Dhoka Is Ke Siwa Kuch Nahi
Tamashaei Hai Yeh Dunya Is Ke Siwa Kuch Nahi
Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai
Zindagi Hai Aik Khuwaab Is Ke Siwa Kuch Nahi
Khushiyan Hain Lakhon Is Dunya Main Magar
Udasi Hai Mere Dil Main Is Ke Siwa Kuch Nahi
Mujh Se Jo Log Bhi Mile Hain Khush Hokar
In k Dilon Main Hai Nafrat Ke Siwa Kuch Nahi
Wade,Karte Hai Log Magar Jante Nahi Wafa Karna
Bewafai Hey Is Dunya Main Is Ke Siwa Kuch Nahi
Pal Main Jisse Chaha Usse Pal Main Bhula Diya
Yeh Khel Hey Dunya Ka Is Ke Siwa Kuch Nahi
Tum Ko Chaha Hey Magar Kuch Bhi Nahi Socha Ke
Dunya To Hai Eik Sarab Is Ke Siwa Kuch Nahi ???
It’s really very nice.
I don’t have enough word to appreciate this poem.
Keep it up.
pallavi ji……
awesome….
aisa laag raha ahi k sabar ka faal mila aaapne poem fans ko…itni aachi poem sun k…….