Jab zindgi samjh aai to zindgi se dur the hum,
Marna chaha par jine ko majbur the hum,
Har saza kabul ki humne sar jhuka kar,
Kasur itna tha ki bekasur the hum.
“””””””””
Aansuo Ko Pee Kar Humne Hasna Sikha Hai,
Khud Ko Kho Kar Gairo Ko Pana Sikha Hai,
Apno Ne To DiL Har Pal Toda Hai,
Par Humne Usi Dil ko Jodna Sikha Hai.
“””””””””
Bahut Roye Wo Humare Pas Aake,
Jab Ehsaas Hua Unhe Apni galti Ka,
Chup karwa Dete Hum Agar,
Chehre pe Humare Kafan Na Hota.
“””””””””
Kaash Mere Pyar Ka Ant Kuch is Kadar Ho,
Ki Meri Kabar Pe Bana UnKa Ghar Ho,
Wo Jab-Jab Soye Jameen Par,
Tab Tab Mere Seene Se Laga UnKa Sar Ho.
“””””””””
Tapish Suraj Ki Hoti Hai,
Jalna Zameen Ko Parta Hai,
Kasoor Aankho Ka Hota Hai,
Tadapna Dil Ko Parta Hai.
Mehul
Dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya
phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala
zindagi khwaab hai...
Comments 2
waah bahut khoob umdaah shayari
Muskurana hi ada thi apni. Dekh ke lab par tabassum
wo mere jaane kaise kheejh gaya #shair #lutna
Raah e faqeeri me lut gaya munsif. Geeta o quraan me ekaa karte #lutna #shair
Tanz aur talkhiyon me surkhiyaan pirote ho. Hushn e mehfil se lut luta ke aaye ho #lutna #shair
Juzbee hi jaam mere lab tak pahuch paate hain.
Hum to teri ankhon ke paimano se hi machal jaate hain #shair #akbar
Kaash Mere Pyar Ka Ant Kuch is Kadar Ho,
Ki Meri Kabar Pe Bana UnKa Ghar Ho,
Wo Jab-Jab Soye Jameen Par,
Tab Tab Mere Seene Se Laga UnKa Sar Ho.