Bas Kar Aab Ye Jhootha Dilasa

Photo by kilarov zaneit

Bas Kar Aab Ye Jhootha Dilasa Aur Mat
De Mujhe, Jo Tune Mere Saath Kiye Bewafai

Ke Sitam Wo Hi Kaffi Hai Zindagi Gujarne Ke Liye,
Na U Jhoothe Aansoo Baha Tu Mere Liye, Jo

RelatedPosts

Khoon Ke Aansoo Maine Bahaye, Wo Kaffi Hai
Teri Yaado Ko Mitane Ke Liye,

Na Haath Pakad Ke Saath Dene Ki Koshish Kar
Teri Di Thokre Hi Kaffi Hai Mujhe Gir Kar

Sambhal Jane Ke Liye,
Na Tassli De Mujhe Tere Matlabi Alfaazo Se,

Tere Dil Ki Nafrat Hi Kaafi Hai Mere Jhakhmo
Ko Bhar Jane Ke Liye,

Na Koshish Kar Tu Ehsaaso Me Udaasi Lane Ki,
Teri Dil Ki Khushiya Hi Kaffi Hai Mujhe Mere

Gamo Ko Bhul Jane Ke Liye,
Chod De Aab Apne Jhoothe Rishte Ka Wasta Dena,

Isi Ne Tod Kar Giraya Tha Mujhe Bikhar Jane Ke Liye,
Ye Mohabbat, Ye Pyar Sab Ka Matlab Maloom Ho

Gaya Hai Mujhe, Tu Mat Utha Taqleef Mujhe
Inke Aadab Sikhane Ke Liye

author avatar
Mehul
Dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala zindagi khwaab hai...
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 6

  1. JAVED KHAN says:

    Subh ka hr pal Zindagi de apko
    Din ka hr Lamha Khushi de aapko
    Jahan gum ki hawa chu k bhi na gujare
    Khuda woh Jannat si Zami de Aapko

  2. JAVED KHAN says:

    Kuch pal hote h kuch pal k liye
    ji le inhe har pal k liye
    Ye waqt to ret ki tarah fisal jayega
    de jayega yaade umar bhar k liye

  3. JAVED KHAN says:

    DIL KI NAGRI HAI UDAS TERE BIN,
    BUJHTI NAHI DIL KI PYAS TERE BIN,
    ZINDGI ME BAHUT SHELAB HAIN,
    KARUN KESE KHUSHIYON KI TLASH TERE BIN,

  4. JAVED KHAN says:

    Dil Hi Dil Mein,Unhe Chahte Hai,
    Dil Hi Dil Mein,Unhe Pyaar Karte Hai,
    Mushkil Hai Unka Raah Se Guzarna,
    Fir Bhi Har Mod Pe,Unka Intezaar Karte Hai

  5. JAVED KHAN KHILJI says:

    `
    Ek shamma andhere mein jalaye rakhna,
    Subha hone ko hai mauhaul banaye rakhna,
    Kaun jane wo kiss gali se guzre,
    Har gali ko phoolo se sajaye rakhna

  6. JAVED KHAN KHILJI says:

    Najane q waqt is trah chala jata h.
    Jo waqt bura h wo palat k samne ata h.
    Aur jis waqt ko hm chate h,
    Wo waqt Ek lamha bankr beet jata h

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *