Kitab-e-dil pe likhe the kitne he afsane
kuch qisse nee the aur kuch berson purane
Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb
kuch wo jo aaj bhi lagte hain begaane
Kaash aisi koi rut koi moosam aee
khushiyon bhare geet hum lagein gungunane
Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia
aik roz to aeein ** wo hum ko manane
Safha-e-dil ko koi humare perh ker dekhe
khoon-e-jiger se likhe hain sab afsaane
Guzra howa zamana bhula do zehen se apne
aate nahi loat k beete howe zamane
From: unknown
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 0
aate nahi loat k beete howe zamane
very true..
*****************************************