A dil Rona nahi hai

A dil Rona nahi hai
kase samjhaoo ka rona nahi hai
Rona wale ko yeh duniya
Aur rolati hai
A dil-e-masoom tu na ro
bohat ro liya hai
Ab tu na roo kyon kai yeh duniya
Rona wale per hasti hai

ab to samajh ja A dil-e-masoom
jo chala gaya hai wo lot kar ata nahi hai

RelatedPosts

har taraf tanhai hai
har taraf andahra hai

du’a main bus maine us ko maanga hai
wo bhi majhey na mila hai

phir bhi tum majh se kahte ho rona nahi hai
es waqt puri duniya majh per has rahe hai

dil rona ko chah raha hai
aur tum kahte ho rona nahi hai

joutha khwab dhekatee rahe tum
majhey ab kio khwab nahi dhekna hai

yeh duniya dhoka se bhari hai
majhey es duniya mein ab nahi rahna hai

har kio jate jate lambi umar ki dua dai jata hai
du’a dai kar majhey apna fiyda ka liye estamal kar ka chala jata hai
majhey zindagi se kio shikyaat nahi hai
majhey to es zindagi nai sab kuch deya hai

shikyaat to bus apna naseeb se hai
kyon ka sab kuch mil kar bhi koh gaya hai
apni takqeer hi karab hai
jo use hasil kar kai bhi kise aur ko dai deya hai

hum nai to khod apna hatho se
Apni khud kabar bana li hai
hum nai to apna dil ka hatho majboor ho kar
apna paoo per khud kolhari mari hai

A dil tuna ab rona nahi hai
bus ab rona nahi hai

author avatar
Mehul
Dil ne ham se jo kaha, ham ne vaisa hi kiya phir kabhi furasat se sochenge, bura tha ya bhala zindagi khwaab hai...
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *