Wo Rootha Tu Hum Bhi Chup Rahaye
Ek Baar Mana Lete Tu Roz Khafa Hota
Woh Kehtay Thay Roonay Se Nahi Badalte Naseeb
Unn Ki Iss Baat Ne Umar Bhar Roonay Bhi Na Diya
Na Janay Kyun Dil Main Utter Jatay Hain Woh Loog
Jin Logon Say Kistam Kay Sitaray Nahin Miltay
Kuch Tabiyat Hi Mili Thi Aisi Ke Chain Se Jine Ki Surat Na Huwi
Jise Chaha Use Apna Na Sake Jo Mila Us Se Mohabbat Na Huwi
Janaza Rok Ker Mera Woh Iz Andaz Se Boli…
Gali Hum Ne Kaha Tha Tum To Dunya Chor Ja Rahe Ho…
Dekhi Hai Us Ki Ankh Main Pehli Dafa Nami
Yon Lag Raha Jaise Samander Udaas Hai
Dekhi Jo Meri Nabz To Ik Lamha Soch Kar
Kaaghaz Liya Aur Ishq Ka Beemar Likh Diya
Apne Halaat Ka Khud Ehsaas Nahi Hai Mujhko
Maine Auro Se Suna Hai Ke Pareshaa Hu Main
Bechain Iss Qadar Tha Sooya Na Raat Bhar
Palkoo Se Likh Rah Tha Tera Naam Chand Par
Comments 203
Main Janta To Hun Magar Phir Bhi Chahta
Hoon,
Tu Aaina Dekh K Bata Meri Pasand Kesi
Hai..
Sapno me bhatakte hue ek rat ek surat najar ayi thi
barson khwabo me tarasa jise wo murat najar ayi thi
sub rang wahi the jin rango se maine use sajaya tha
tabhi ehsas hua mang me bhare sindur ka rang paraya tha
akhon me uski sikayat k sath pyar bhi najar aya tha
sanwali si surat thi uski us pe masumiyat ka saya tha
jaise kah rahi ho mujhse mujhe chore k kyu chale gaye
bandhan jo bandhe the kabhi wo tod k kyu chale gaye
main chup tha aur use bajuon me bhar k anjana sukun pa raha tha
uske ashuon ki kya kahun main khud k ashkon ko nahi rok pa raha tha
ankh khuli to roj ki tarah charo taraf tanhai hi tanhai thi
mila nahi main ushse kabhi magar badi dard bhari ye judai thi
na to main use bhulna chahta hu aur na hi bhula paunga
haqiqut me na pa saka pyar uska to kya hua sapno me to paunga
Kabhi najren utha k hume bhi dekh mere maula
kahi jindagi bit na jaye acche dino ki aas me
Wo jo ek dawa batai thi tumne gum bhulane k liye
gum wahi ka wahi raha bus hum sharabi ho gaye
Yadon se pucho yad kyu aati hai
din ki khushiyon k bad kali rat kyu ati hai
chor aya uski galiyon ko mai
phir bhi wo mere sath kyu aati hai
Humdard nahi shayad tumhara koi
shayad isliye tumhe itna gum hai
so nice & hurt touching lines
I like it
thnx all frnds itni achhi shyri post krne k liye
mat chaho kisi ko itna ki chahat tumhari majboori ban jaaye!
chaho kisi ko itna ki chahat uski jarurat ban jaaye!!
“माना कि तुम्हारा नाम सुनतेही नशा चढ
जाता हैँ,
लेकिन हम भी वो हे
जिनका नाम_सुनतेही अच्छे अच्छोँ का नशा_ उतर
जाता हैँ…!!
Meri aankho ko mjhse bagawat si ho chali h faraz.. Kehti hai tmhari to,muhabbat hmari saza ho gyi…
Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai …
for someone special
wo ek pal kaafi hai jis me tum mere sath ho…..
wo ek pal hi sahi jisme tum mil jao mujhe…..
Wah kya baat he….nn
sooooo nicee..
awsmm
koi kya dubayega hume tanhai ke summandr mai ….hume kinaron se ubharna ata h
SAB THEEK TO HAI—MAGAR DARD KAM HAI.
Tumhe dard kesa h
rita ji
Tumhe ky ho gy
MUJHE BEHAD PASAND AAI YEH LAJWAB DO LINES SHAYRI.
पानी दरिया मेँ हो या आंखोँ मेँ गहराई और राज़ दोनोँ मेँ होता है
Karta rehta tha uske husn ki tareef raat bhar….
kambakht jabse ankhe khuli hain,uska deedar nai hua
abhi aap hamari aankho k jadu se nawakif ho
ham usay deewana kar dete hain jispar hame pyaar aa jaye
NICE
khareed to lete usay ham apni zindagi bechkar b
par kuch log qeemat se nahi qismat se mila kartey hain
ham b to denkhen unka jalwa sar-e-aam honey ko hain
Chilman rukh se sarka he nahi aur katl-e-aam honey ko hain
Doobi hain meri ungliya apney hi khoon mein
Ye kanch k tukdo par bharosey ki saza hain
Nafrat ki aag ko mohabbat k lahu se bhuja dena fitrat hain hamari
Ham vo deewane hain jisey kisi ki nafrat se bhi pyaar tha