Wo Rootha Tu Hum Bhi Chup Rahaye
Ek Baar Mana Lete Tu Roz Khafa Hota
Woh Kehtay Thay Roonay Se Nahi Badalte Naseeb
Unn Ki Iss Baat Ne Umar Bhar Roonay Bhi Na Diya
Na Janay Kyun Dil Main Utter Jatay Hain Woh Loog
Jin Logon Say Kistam Kay Sitaray Nahin Miltay
Kuch Tabiyat Hi Mili Thi Aisi Ke Chain Se Jine Ki Surat Na Huwi
Jise Chaha Use Apna Na Sake Jo Mila Us Se Mohabbat Na Huwi
Janaza Rok Ker Mera Woh Iz Andaz Se Boli…
Gali Hum Ne Kaha Tha Tum To Dunya Chor Ja Rahe Ho…
Dekhi Hai Us Ki Ankh Main Pehli Dafa Nami
Yon Lag Raha Jaise Samander Udaas Hai
Dekhi Jo Meri Nabz To Ik Lamha Soch Kar
Kaaghaz Liya Aur Ishq Ka Beemar Likh Diya
Apne Halaat Ka Khud Ehsaas Nahi Hai Mujhko
Maine Auro Se Suna Hai Ke Pareshaa Hu Main
Bechain Iss Qadar Tha Sooya Na Raat Bhar
Palkoo Se Likh Rah Tha Tera Naam Chand Par
Comments 203
Us K Samny Gira Wo Na Rukta To Pathar Us K Sir Py Lagta. Wo Phir Chal Pra. Road Cross Krny Laga To Phir Awaz I Ruk Ja. Wo Ruk Gia. Road Pe…
mat poocho ki kis tarah chal rahi hai zindagi…..
…us daur se guzar rahe hein jo guzArta hi nahi….
Dekhkar Dur Se mujhe Usne kha :dekho vo mera diwana hai ,
shukr hai khuda ka usne apna to samjha…!
rone se badal jate agar naseeb akshay,
to aaj duniya me hum sab se khushnasib hote….
Aaj fir mumkin nahi k so jaun me
yaad phir aaye hain neende udane wale
Mere pukhta irade khud badlenge meri takdeer
Meri kismat mohtaaj mahi haatho ki lakeero ki
Jannatul firdos me laakh hooro ka khyal sahi
mai ek shaks k khyal se niklun tow waha ki sochun
Jannatul fidos me laakh hooro ka khyal sahi
Mai ek shakhs k khyal se niklun to waha ki sochu
Mai fanaa ho gaya wo fir bhi na badla
Meri mohabbat se bhi zyada sachi thi nafrat uski
Really very nice Shayaris
Pls Post Ghalib and Faraz shayaris
Main faqat khaak hun nam-E-mohammad se hai nisbat meri
Yahi ek rishta hai jo mere oukat badal deta hai.
Wo mujhse bewafai kaise kar sakta hai
Jo abhi mohabbat k naam se bhi anjaan hai
Mujhe tow acha nahi lagta koi hamnaam tera
Koi tujhsa ho tow tere jaisa naam rakhe
Choom letin hain kabhi lab tow kabhi ruksaar ko tumhare
Tumne zulfon ko barha hi sar charha k rakha hai
Na jane kya hojoom-E-kashish hai uski aankho me
(shahnawaz)
Nazar chura k bhi guzre tow bewafa nahi lagta
A dost ab neend se kaho k hum se sulha kar le,
Wo chale gaye hain jin k liye hum jaga karte thai.
Bhala hatho ki lakeere bhi kabhi mit ti hain
kitna pagal hai mera naam mitane wala
Shadiya unki bhi ho gayi jinko na tha aql-o-shahoor
Hamara tow ye saal bhi gaya zikre nikah karte karte
khoobsurat jism lekar tu samundar me na ja
aag pani me lagegi macchliyan jal jayeingi
Jise dekha use rota hua paya
mohabbat tow mujhe faqeero ki baddua lagti hai.