Wo Rootha Tu Hum Bhi Chup Rahaye
Ek Baar Mana Lete Tu Roz Khafa Hota
Woh Kehtay Thay Roonay Se Nahi Badalte Naseeb
Unn Ki Iss Baat Ne Umar Bhar Roonay Bhi Na Diya
Na Janay Kyun Dil Main Utter Jatay Hain Woh Loog
Jin Logon Say Kistam Kay Sitaray Nahin Miltay
Kuch Tabiyat Hi Mili Thi Aisi Ke Chain Se Jine Ki Surat Na Huwi
Jise Chaha Use Apna Na Sake Jo Mila Us Se Mohabbat Na Huwi
Janaza Rok Ker Mera Woh Iz Andaz Se Boli…
Gali Hum Ne Kaha Tha Tum To Dunya Chor Ja Rahe Ho…
Dekhi Hai Us Ki Ankh Main Pehli Dafa Nami
Yon Lag Raha Jaise Samander Udaas Hai
Dekhi Jo Meri Nabz To Ik Lamha Soch Kar
Kaaghaz Liya Aur Ishq Ka Beemar Likh Diya
Apne Halaat Ka Khud Ehsaas Nahi Hai Mujhko
Maine Auro Se Suna Hai Ke Pareshaa Hu Main
Bechain Iss Qadar Tha Sooya Na Raat Bhar
Palkoo Se Likh Rah Tha Tera Naam Chand Par
Comments 203
Zindagi jeene ke do hi raste hain Akshay,
ek hume nhin aata ek unhe nahin aata..
Kaun kehta hai k aadmi apni kismat khud likhta h,
agar ye sach h to fir kismat me dard kaun likhta hai..
nigahon mein nami-hoton pe mushkurahat,
Ilm ho gaya mohalle ko,ki humein mohabbat hai.
wo chahte hai safar-e-zindgi mein saath mera,
khuda reham- ye safar kabhi kahatam na ho.
gir gayi pukhta imaratein barsaat,
Shakista pemera kaccha makan baki hai,
pesh hone do jhooti gawahiyun ko adalat mein,
abhi to mera saccha bayan baaki hai.
har mod pe mil jaate hain humdard,
Lagta hai meri basti mein Adakaar bahut hain.
kya kehte ho …
Gar tumhari kami nahi hoti,bewafa zindagi nahi hoti,har koi kyun fareb deta hai,zindagi kyun meri nahi hoti,bewafa hai wo janti hoon main,pyar me fir bhi kami nahi hoti…to Imran
har chez dehi usnai
har chez ley usnai
jan bhi ley to na gamtha
ansu jo daiy usnai laykin
vapas na ley us nai
hai sujatha
I LOVE U SU
mohabaat kar sako to rab se karo faraz..
k mitti k khilonon se wafa nahi miltii
@Tena – aap ke ashar to kafi achchee hain
jor lagte gye fasane may raz khulte gye chupane may roothne ka sb ab tum jano hum to masroof hain manane may
@Tena – hi hw r u
dava taseer kho bathi dua ka waqt aa phucha;ye beemari to ek bahana thi kaza ka waqt aa phucha;tum kya itne behis ho yakeen is par na laoge;to tum kya itne zalim ho mujhe milne na aaogeeee.
i love you shilpa
dunia bhi mili hai ghame dunia bhi mila vo kyon nahi milta jise manga tha khuda se
bhoole hain rafta rafta unhe muddton may me hm kishton me khudkushi ka maza ham se poochiee
i love you
itna asan nahe shehre-e-mohabat ka pata mohsin
khud bhatak jate hain yahan rasta dikhne wale.
my mobile no is: 03449775574
gud sms n
i liked