Chahata Tha Saath Tumhara Jindagi Bhar Ke Liye
Chahata tha saath tumhara jindagi bhar ke liye Tum nahi tumhare yadein chal rahein hein saath mere, Janta to tha, ki tum mujhe nahi chahogi, Phir bhi apne chahat ko samjha na saka
Chahata tha saath tumhara jindagi bhar ke liye Tum nahi tumhare yadein chal rahein hein saath mere, Janta to tha, ki tum mujhe nahi chahogi, Phir bhi apne chahat ko samjha na saka
Jab Jab Mein Leta Hoon Saans Tu Yaad Aati Hai, Meri Har Ek Saans Mein Teri Khushbu Bas Jaati Hai, Kaise Kahu Tere Bina Mein Jinda Hoon, Kyunki Har Saans Se Pehle Teri Yaad Aati Hai
Mere Toote Hue Dil Ko, Sahara Kon Dega Meri Toofaan Me Kashti, Kinara Kon Dega Yeh Kese Mor Pe Laai Ha Mujko Zindigani Adhoori See Likhi Gyee Ha Kyun Meri Kahani Ha Ab Kis Raah Pe Chalna Ishara Kaun Dega Mere Toote Hue Dil Ko Sahara Kaun Dega Main Hoon
Jeevan ke safar me eekathe chal Kar bichadna hai Ek ankh se rona hai to Ek ankh se hasna hai. Kal hum yaad tumhe aayenge Dil me ek kasak chhod jayenge Chah kar bhi pal lauta na sakenge Dil ki kasak ko mita na sakenge. Yaad tumhari jab aayegi Ankh
Zindagi behaal hai, Sur hai na taal hai, Msg box bhi kangal hai, kya aapki sms factory me hartal hai, Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai
Abb Ho Gaya Jo Hona Tha Bass Itna Hi Mujh Ko Rona Tha Jis Dil Mein Rahey Ho Tum Saalon Say Woh Tumharey Liye To Ikk Khilona Tha Tumhein Paa Ke Khushi Say Jo Khil Sii Gayeen Unn Aankhon Ko To Yoonhi Bhigona Tha Woh Pyar To Nikla Pathar Jaisa
Kaun sa gham hai jo yeh haal bana rakha hai, na to makeup hai, na baalon ko sajaa rakha hai, aur khama-kha cherti rehti hai yeh rukhsaaron ko, Tum ne zulfon ko bohut sar pe chara rakha hai ` Tanhai mein waqt barbad kiya karte hai, hum har din har
Stri Aur Purush Ke Aansuo Me Yahi Antar Hai Ki Stri Ke Aansu Farmaish Puri Hone Se Pahle Nikalte Hai Jabki Purush Ke Aansu FARMAISH Puri Ho Jane Ke Baad
Hamko kyon tumne bhula diya Dekhe hansi hontho pe Phir kyon itna rula diya Jin hatho ka tha sahara Unhone hee duba diya Hamko chhod majdhaar Khud sahil pe gaya Mere gum kee ye daasta Sunta hai zameen ashmma Ek na sune wahi Jiske liye jita hoon yahana Hamko mila
kuch log sitam karne ko taiyaar baithe hain kuch log magar hum pe dil haar baithe hain is kashmkash main humse pehchane nahi jaate kahan dushman hain aur kahan dost yaar baithe hain ishq ko aag ka dariya hi samjh lijiye huzoor koi is paar baitha to hum us paar