Author: khalid

Likhi Hai Yeh Ghazal Sirf Tere Liye !!!

Khalid Likhi hai yeh ghazal sirf tere liye Dewane bane bhi to sirf tere liye Kisi ko nahin dekheingi ab yeh aankhein Nazrein tarseingi bhi to sirf tere liye Her saans mein yaad kareinge tujhe Ye saans nikle gi bhi to sirf tere liye Her pyar se pyare lagte ho

Kabhi Aankhon Se Kabhi Dil Se Lagaa loon Tum Ko!!!

Khalid Giraon palkein aur sab se chhupa loon tum ko Apni Aankhon mein is tarah se chhupa loon tum ko Tu paaglon ki tarah khud ko mujh se maange Kuchh is tarah se tum hi se chura loon tum ko Tu ibadat ki tarah hai muqaddas mere liye Kabhi aankhon

Koi Mere Dil Mein Rehta Hai !!!

Khalid Jab Raat K Tanha Lamhon Mein Koi Aahat Mujh Se Kehti Hai Is Dil Mein Halchal Rehti Hai Koi Jugnu Pass Se Guzre To Koi Baat Halak Se Nikle To Main Khud Se Ulajhne Lagta Hon Phir Jaane Kya Kya Kehta Hon Phir Yaad Uski Aati Hai Phir Pal

Kaise Bataaoun Tum Mere liye Kiya Ho !!!

Khalid Kaise Bataaoun Tum Mere Liye Kiya Ho Tum Dharkano Ka Geet Ho Jeewan Ka Tum Sangeet Ho Har Khushi Ho Tum Pyar Ho Tum Yaadon Main Tum Neendon Main Tum Khawabon Main Tum Saanson Main Tum Aahon Main Tum Ho Tum Ho Meri Har Baat Main Tum Ho Meri

Mat Poocho Ye Mujhse Ke Kab Yaad Aate Ho !!!

  Khalid Mat poocho ye mujhse ke kab yaad aate ho Jab jab saansein chalti hain bahaut yaad aate ho Neend mein palkein hoti hain jab bhi bhari Banke khwaab baar baar nazar aate ho Mehfil mein shaamil hote hain hum jab bhi Bhird ki tanhayon mein her baar nazar

Meri Mohabbat Hai Woh, Koi Majboori To Nahin !!!

Khalid Meri mohabbat hai woh,koi majboori to nahin. Woh mujhe chahe,ya mil jaye zaroori to nahin.   Yeh kuch kam hai ke basa hai meri saanson mein. Woh saamne ho meri aankhon ke zaroori to nahin.   Jaan qurbaan meri,us ki har muskurahat pe. Chahat ka takaaza hai yahi,aqal-e-khurori to

Hamein Tum Se Mohabbat Hai !!!

Hamein Tum Se Mohabbat Hai, Hamara Imtihaan Le Lo, Agar Chaho To Dil Le Lo, Agar Chaho To Jaan Le Lo. Hamein Tum Bhool Mat Jaana, Ye Ik Faryaad Karte Hein, Wafa Ki Shart Se Bhi Hum Tumein, Azaad Karte Hein, Zubaan Bhi Hum Na Kholeinge, Yeh Tum Hum Se

Main Tujhse Jaan Se Badh Kar Pyar Karta Hun !!!

Khalid Zindagi ke kisi mor par khud ko tanha na samjhna Main tere saath hun apne se juda na samjhna Main tujhse jaan se badh kar pyar karta hun Meri is mohabbat ko burra na samjhna Tum phulon ki tarah khubsoorat ho,masoom ho Dekho meri is tareef ko bejaan na

Mohabbat Nahi Mili !!!

Khalid   Aisa nahi ke hum ko mohabbat nahi mili Jaisi chahte thhe  hum ko woh ulfat nahi mili   Milne ko zindagi mein kai humsafar mile Par un ki tabiyat se tabiyat nahi mili   Chehron mein doosron ke tumein dhoondte rahe Soorat nahi mili kahin seerat nahi mili  

Yaad Ro Ro Ke Teri Satati Rahi !!!

Khalid Yaad ro ro ke teri satati rahi Aag judai ki dil ko jalati rahi Aandhiyan jab guzarti rahi baagh se Shakh-e- gul apne sar ko jhukaati rahi Apni mohabbat ki nakaamiyan kya kahoon Khwaish-e-ishq har kadam mujhe rulati rahi Woh doosron se has has ke milte rahe Meri he