Bewafa and Dard Shayari in Hindi

urdu bewafa shayari

Nadaani Mein Hum Kisse Apna Samajh Beithe
Jo Dikhaaya Uss Bewafa Ne Sapna Hum Haqeeqat Samajh Beithe
Dekho Aaj Chod Diya Hamein Usne Ek Gair Ke Liye
Jisse Hum Apna Humsafar Samajh Beithe

RelatedPosts

Love104.Org

Raha Jo Dil Mein Dhadkan Ban Ke
Bichda Mujhse Vo Bewafa Ban Ke
Na Ummid Rahi Jeene Ki Ab Ae Dosto
Milli Hamein Dava Bhi Ek Sazaa Ban Ke

Love104.Org

Ab Toh Gham Sehne Ki Aadat Si Hogayi Hai
Raat Ko Chhup Chhup Rone Ki Aadat Si Hogayi Hai
Tu Bewafa Hai….Khel Mere Dil Se Ji Bhar Ke
Hamein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Hogayi Hai

Love104.Org

Jane Kis Baat Ki Mujhko Saja Deta Hai,
Meri Hasti Hui Ankhon Ko Rula Deta Hai.
Ek Muddat Se Khabar Bhi Nahi Teri,
Koi Is Tarah Bhi Kya Apne Pyar Ko Bhula Deta Hai.

Love104.Org

Kaash Aasoun Ke Saath Yaadein Beh Jati
Kaash Ye Khamosi Sab Kuch Keh Jat
Kaash Kismat Tumne Likhi Hoti To
Shayad Meri Kismat Me Pyar Ki Kami Na Rah Jati

Love104.Org

Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paaye,
Aaj Tak Woh Mujhe Pehchaan Na Paaye,
Khud Hi Kar Li Bewafai Humne,
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye.

Love104.Org

Khuda Ne Kaash Mohabbat Banaayi Na Hoti
Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Rusvaayi Na Hoti
Kaash Unke Dil Mein Zara Si Wafa Hoti
Toh Iss Tarah Mere Saath Bewafaayi Na Hoti

Love104.Org

Aankho Me Rahne Walo Ko Yaad Nahi Karte,
Dil Me Rehne Walo Ki Baat Nahi Karte.
Humari To Rooh Me Bas Gaye A Woh,
Tabhi To Hum Milne Ki Fariyad Nahi Karte.

Love104.Org

Tum Bin Zindagi Suni Si Lagti Hai,
Har Pal Adhuri Si Lagti Hai…
Ab To In Saanson Ko Apni Saanson Se Jodde,
Warna Zindagi Kuch Pal Ki Mehmaan Lagti Hai…
Love104.Org

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 268

  1. sonu saifi says:

    1or raat chali gayi zindgi se, 1 or din aa raha he zindgi me,ye mat socho k kitne lamhe he zindgi me.Ye socho k kitni zindgi he her lamhe me

    mo.8958751089

  2. Patelkomal says:

    Kehte he ki pathhr dill rote nahi, magr sach to ye bhi he ki nadiya pahado se hi nikalti he.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *