Muddat Se Jis Ke Waaste Dil Be Qarrar Tha !!!

Khalid

Muddat se jis ke waaste Dil be qaraar tha
Woh laut kar na aaya magar intezaar tha

RelatedPosts

Jo humsafar tha chorr gaya raah main mujhe
Main phans gaya bhanwar main woh darya ke paar tha

Manzil qareeb aayi to tum door hogaye
Itna to tum batao ke yeh kaisa Pyaar tha

Chilman giradi yeh kis ne dono ke darmiyan
Na woh sakoon se betha na mujh ko qaraar tha

Yeh mukhtasar sa haal hai rukhsat ke waqt ka
Ankhon main aansu aur Dil beqaraar tha

Yeh baat umer bhar samjh na paaya main
Kyun Dil mera us ka talabgaar tha (mkm)

=====================================

khalid.m@hotmail.co.uk

=====================================

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 34

  1. khalid says:

    Hi TASHA

    Thank you so much my friend for your
    lovely comment on this post. I am so
    pleased that you also write.
    I am very impressed with your collection
    you have posted here,especially…
    “Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
    Aa gaye hum kahan ay mere saajna
    In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
    Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi”
    Please keep visiting !!!
    ==================================
    khalid.m@hotmail.co.uk
    ==================================

  2. TASHA says:

    Raaton Raat Tara Koi Chand Ya Sitara Koi
    Gire To Utha Lena, O Suniyon Re
    Tara Chamkila Hoga Chand Sharmila Hoga
    Nath Mein Laga Lena

  3. TASHA says:

    Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
    Aa gaye hum kahan ay mere saajna
    In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
    Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi

    Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan
    Tere gaalon pe hain zulf ki badliyaan
    Tere baalon ki khushboo se mehke chaman
    Sangmarmar ke jaisa ye tera badan

    Meri jaanejaan ye hai teri chaandni
    Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini

  4. TASHA says:

    Swarg si dharti khil rahi jaise
    Mera manna bhi to khil raha vaise
    Koyal ki tarah gaane ka armaan
    Bijli ki tarah machloon ye armaan
    Jawaani hai laayi rangeen sapna

  5. TASHA says:

    Mehak jaoon main aaj to aise
    Phool bagiya mein mehke hain jaise
    Badalon ki main odhoon chunariya
    Jhoom jaoon main banke baavariya
    Apni choti mein baabul ughaiya

  6. TASHA says:

    Tumhi Mujse Root Gaye Tho Kisse Baat Karoon Mein
    Jee Utta Hoon Mein Tumse Milke, Tum Jo Ho Tho Hoon Mein
    Mujse Is Pal Ho Moo Phere, Phir Bhi Ho Tum Mere

  7. TASHA says:

    tumse kahen ya hm na kahen

    Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
    Kiske Liye Yeh Aansun Bahen
    Kyon Hum Aise Pachtaye, Kaise Gham Hai Chupaye
    Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
    Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen

    Kisko Fursat, Koi Kab Sunta Hai
    Kyon Humse Har Khushi Kho Gayi
    Kis Se Kahen, Kya Hai Ab Kami
    Armaan Jaage, To Kya Jaane
    Kyon So Gaye Naseeb

    Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
    Kiske Liye Yeh Aansun Bahen
    Roshni To Kho Gayi Hai
    Reh Gaye Ab Sirf Saaye
    Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen

  8. TASHA says:

    Chori Bazari do naino ki
    Phele thi aadat jo hat gai

    Pyaar ki jo teri meri
    Umar aai thi woh ghat gai

    Duniya ki to pikkar kahan thi
    Teri bhi abb chinta ghat gai

    Tu bhi tu hai
    Mein bhi mein hoon
    Duniya saari dekh ulat gayi
    Tu na jaane mein na jaanu
    Kaise saaari baat palat gai

    Ghatni hi thi yeh bhi ghatna
    Ghatte ghatte lo yeh ghat gayi

    Tarif teri karna
    Tujhe Khone se darna
    Haan bhul gaya abb tujhpe din mein char dafa marna

    Pyaar khumari utari saari
    Baaton ki badli bhi chhat gayi

    Hum se main pe aaye aise
    Mujhko to mein hi mein kat gayi

    EK hue the do se dono
    DOno ki abb raahein kat gayi

    Abb koi fikar nahi
    Gum ka bhi zikar nahi
    Haaan hota hoon mein jis raste pe
    Aaye khushi wohin

    Aajad hoon mein tujhse
    Aajad hai tu mujhse
    Haan jo jee chahe
    Jaise chahe karle raj yahin

    Laj sharm ki choti moti jo thi dori
    Woh bhi kat gai
    Chauk chawbare gali molhalle
    Khol ke main saare ghonghat gai

    Tu na badli mein na badla
    Dilli sari dekh badal gai

    Ek minute mein duniya dari ki
    saaari samaj nikal gai

    Haan Rang biranga pani pe ke
    Seedhi saadhi kudi begad gayi

    Dekh ke mujhko hasta gaata
    Sadh gai yeh duniya sadh gai

  9. TASHA says:

    awsm dialogs in song of pukar
    Pyaar zindagi, pyaar har khushi,
    Pyaar jisne paaya hai
    Vohi dil phool jaisa khilaa

    Pyaar galti hai, pyaar dhoka hai
    Pyaar galti chaaya hai
    Dekho phir naa karna gilaa

    Pyaar hi dhadkanon ki kahani hai
    Pyaar hai haseen daastan

    Pyaar ashkon ki Behta nishaani hai
    Pyaar mein hai chain kahan

    Pyaar ki baat jisne naa maani hai
    Uski naa to zameen hai naa hai aasman

    pyaar jaise hai purab paschim
    Pyaar hai uttar dakshin
    Yahan hai pyaar hi har dishaan

    Pyaar rog hai, pyaar dard hai
    Pyaar tode dil ek din
    Yahi hai pyaar ka silsila

    Pyaar se hi to rangeen jeevan hai
    Pyaar se hi dil hai jawaan

    Pyaar kaaton ka jaise koi pann hai
    Pyaar se hi gham ka samaa

    Pyaar se jaane kyoon tumko uljhan hai
    Pyaar to saari duniya pe hai maherabaan

  10. TASHA says:

    tru lve song
    my heart will go on
    Every night in my dreams
    I see you, I feel you
    That is how I know you go on

    Far across the distance
    And spaces between us
    You have come to show you go on

    Near, far, wherever you are
    I believe that the heart does go on
    Once more you open the door
    And you’re here in my heart
    And my heart will go on and on

    Love can touch us one time
    And last for a lifetime
    And never let go till we’re gone

    Love was when I loved you
    One true time I hold to
    In my life we’ll always go on

    Near, far, wherever you are
    I believe that the heart does go on
    Once more you open the door
    And you’re here in my heart
    And my heart will go on and on

    You’re here, there’s nothing I fear
    And I know that my heart will go on
    We’ll stay forever this way
    You are safe in my heart
    And my heart will go on and on

  11. TASHA says:

    for tru friends only

    We sign our cards and letters BFF
    You’ve got a million ways to make me laugh
    You’re lookin’ out for me, you’ve got my back
    So good to have you around

    You know the secrets I could never tell
    And when I’m quiet you break through my shell
    Don’t feel the need to do a rebel yell
    ‘Cause you keep my feet on the ground

    You’re a true friend
    You’re here till the end
    You pull me aside when something ain’t right
    Talk with me now and into the night
    ‘Til it’s alright again
    You’re a true friend

    You don’t get angry when I change the plans
    Somehow you’re never out of second chances
    Won’t say “I told you” when I’m wrong again
    I’m so lucky that I’ve found

    A true friend
    You’re here till the end
    You pull me aside when something ain’t right
    Talk with me now and into the night
    ‘Til it’s alright again

    True friends will go to the ends of the earth
    Till they find the things you need
    Friends hang on through the ups and the downs
    Cause they’ve got someone to believe in

    A true friend
    You’re here till the end
    You pull me aside when something ain’t right
    Talk with me now and into the night
    No need to pretend
    You’re a true friend

    You’re a true friend
    You’re here till the end
    You pull me aside when something ain’t right
    Talk with me now and into the night
    ‘Til it’s alright again
    You’re a true friend

    You’re a true friend
    You’re a true friend

  12. TASHA says:

    ye vada hai
    Aaj kyun muskil mein hoon mein
    Kaano mein yeh goonje kaisa shor
    Na sun saku mein mere dil ki aawaaz
    Karna Mujhe hai ab khud pe gaur

    Kabhi aisa hua ke khoya tumne khud ko
    Kabhi aisa hua raahon ne choda tumko
    Kabhi aisa hua ke choda tumne apno ko
    Kyun hai choda khud ko
    Kyun hai roka khud ko

    Aab to jaanu hoon akhir kya main
    Jo bhi ab chahe ho dekhunga main
    Lekin apni pechaan paaunga main
    Paaka ye waada hai

    Bigdi jo baatein hain banani hi hain
    Yeh meri zindagi sajani hi hai
    Karke yeh cheezein abb dihkhani hi hai
    Pakaa yeh waada hai

    Raahein ye saari ab aanjani
    Kho gaya hoon jaise main khud mein
    Hai jo khoya sab dil hai toota
    Kaise hui yeh khata mujhse

    Kabhi Aisa khaaabo pe yaki na ho
    Kabhi aisa bina wajah kyun dil todo
    Kabhi aisa jo hua tumhare aath
    To kyun na jeena ka mazaaa hi sara gum ho Jaye

    jo ho ab
    kya sochu ab kya bataaun
    kuch karna ab hai kuch kehna ab hai

    Chehra mera to jaise hai begana mujh hi se
    Hoon akela darta khud hi se mein
    Mushkil hai to aa gai
    Kyun mein na ladu Khud hi se
    Rukna na mujhe aaye dil ko jabtak na sukoon
    Aaunga mein to phir se laaaunga phir wo kushboo
    pakaa yeh vaada hai

  13. TASHA says:

    taaron ki jhilmil chaandani raaten
    labon se labon ki wahi mulakaaten
    kitne kareeb the sard hawa mein
    zulfen sanwari baahon ne thaame
    mujhse ruth na tera
    phir se mera manana
    yaad karo tum sajana
    mujh mein tera sunana

    some more r there

  14. TASHA says:

    awsm
    i also write in free time bt i didnt hv much time bcz lif is so bussy so no time i really like all composes shairiy m ur gr88 fan mr.khalid
    its lines of a song i think u heard dat

    kaisa tha woh vaada kaisi nibha rahi ho
    tere bin kaise rahu main kyun durr jaa rahi ho
    hamne tumko jo diya tumne bhula diya
    tumse humko jo mila yaadon mein bas gaya
    tum wahi ho meri jaan ho vaada kiya tha meri rahogi
    kaisa hai or bhe h abe post karti hu hope u like all

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *