ae mere watan ke logo,
zara utho sambhlo, jago.,
dekho-dekho ye rajnetik neta,
kahan le chale tumhare desh ko.
ab bhi waqt hai, cheen lo inke hathon se,
apne desh ko,
pata nahi kis khaee main
fenkenge legakar isko.
bahut kurbaniyo se jiti,
hamne ye azadi ki jang
aaj ki ye rajniti,
pata nahi kya layegi rang.
yadi chahte ho rehna azad,
to utho, sambhalo apne desh ko
mar kar in dhokhebaaz netaon ko dhakka
jeet lo rajniti ki jang.
aur bolo unki jaikar
jinhone lekar di tumhe ye azadi ahirkaar.
khel ke khoon ki holi,
thama di tumhe desh ki doli.
aao milkar sab yatan kare
HINDUSTAN hamara azad rahe, khushaal rahe,
abad rahe saugaat rahe ,
duniya ke sar ka taj rahe,
Happy Independence Day
BE PROUD TO BE AN INDIAN.
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 6
Very nice
tera vebhav
Amar
Rahe
Ma
Ham
Din
4
Rahe na rahe
mo triranga mo bharata mo ai hindustan
ai kole mu janam nei hei jaichi mahan blare bhai bol jai jawan jai kisan
nila aksare fara fara ude triranga
jou dese bahe jamuna godabari ganga
aji ai swadhinata divasare nachi uthe gai gai ringa ringa happy independene day
Wonderful songs. Seriously baacho lo is desh ko in rajneti karna walo sa……..
I’m Proud To Be An Indian
Yeh jo desh hai hamara, bharat jo hai kehlata,
Saari dunya ke liye who ek misaal hai banata,
Muslim ho ya Hindu ho, Sikh ho ya phir ho Isai,
Ek ghar me rehte hai, dunya ki nazar bhi nalag pai…
Apni Azaadi ke saathwe(60) saal mein aaj jayenge,
Lagta hai abhi kuch khaab adhure se reh jayenge,