Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The
Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad
—————————————–
Ek hi zakhm Nahi sara Badan zakhmi Hai
Dard Hairan Hai ke Uthun To kahan sE uthun
—————————————–
Sub Roshnian muj say Roth gain Yeh kah kar.!
Tum Apney Ciragon ki Hifazut nahi Kartey.!
—————————————–
Tamam Umar Mujhe Tootna Bhikarna Tha….
Wo Meherbaan Bhi Kahan Tak Samet Tha Mujhe….
—————————————–
Loog Kehtay Hain k Mulaqat Nahi Hoyi,
Hum tu Rooz Miltay Hain Lekin Baat Nahi Hoti….
—————————————–
Main jo mehka to meri shaakh jala di us ne
Sabz mosam main mujhey zard hawa Di us ne
—————————————–
Toot kar choobh Raha hai Aankhon mai
Aaeena To Nahi Tha khuaab Mera
—————————————–
Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay lagay
—————————————–
dagh daman k ho’n, dil k ho’n k chehre k
kuch nisha’n umr ki raftar se lag jate hain
—————————————–
Ishq ki rah main do hi manzilain ..
Ya dil main utar jana, Ya dil sey utar Jana
—————————————–
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy
Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K…!
—————————————–
Tere khuloos ne barbaad kr diya hy
Fareb dety to kab k Sambhal Gaye Hote
—————————————–
Tum se bichar kar zehan aisa howa muntashir
Ky logo se apnay ghar ka pata pochna para
—————————————–
Zamanay k Sawalon Ko Main Huns k Taal Du,
Lakin Nami Ankhon Ki Kehti Hai “Mujhe Tum Yaad Aate Ho
—————————————–
ApNi Neend sE MujhE kuCh yon b bohot PeyAr hy..
K UsNe kAhA thA “MujhE pÄnÄ TuMhArE LiyE sirf Ek KhÄwÄb hy..
—————————————–
Kuch Asay Hadsay Bhe Zindage Main Hoty Hain,
K Insan Bach To Jata Hai Mager Zinda Nahi Rehta
—————————————–
Comments 1
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The
Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad
—————————————–
Ek hi zakhm Nahi sara Badan zakhmi Hai
Dard Hairan Hai ke Uthun To kahan sE uthun
—————————————–
Sub Roshnian muj say Roth gain Yeh kah kar.!
Tum Apney Ciragon ki Hifazut nahi Kartey.!
—————————————–
Tamam Umar Mujhe Tootna Bhikarna Tha….
Wo Meherbaan Bhi Kahan Tak Samet Tha
Mujhe….
—————————————–
Loog Kehtay Hain k Mulaqat Nahi Hoyi,
Hum tu Rooz Miltay Hain Lekin Baat Nahi Hoti….
—————————————–
Main jo mehka to meri shaakh jala di us ne
Sabz mosam main mujhey zard hawa Di us
ne
—————————————–
Toot kar choobh Raha hai Aankhon mai
Aaeena To Nahi Tha khuaab Mera
—————————————–
Tumhari dunia me hm jese hazaaron hen
Hum hi pagal the jo tumhay paa k itraanay
lagay
—————————————–
dagh daman k ho’n, dil k ho’n k chehre k
kuch nisha’n umr ki raftar se lag jate hain
—————————————–
Ishq ki rah main do hi manzilain ..
Ya dil main utar jana, Ya dil sey utar Jana
—————————————
Ankh Masruf e Nazara thi to Hm khush thy
Tum ney Kia Zulm Kia Dil mein Thikana Ker K…!
—————————————–