Khamosh raaho mein tera saath chahiye

Khamosh raaho mein tera saath chahiye,
Tanha hai mera hath,tera haath chahiye,
Mujhko mere muqadar per itna yakeen too hai,
Tujhko bhi mere lafz, meri baat chahiye,
Mein khud apni shairi ko kiya ACHA kehta,
Mujhko teri tareef, teri daad chahiye,

RelatedPosts


Ehsaas-e-mohabbat tere waste hai lakin,
Junoon-e-ishk ko teri soghat chahiye,
Tu mujhko paane ki khuhaish rakhti ho lekin,
Jeene ke liye teri Mulaakat chahiye

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 9

  1. Manas Das says:

    Dost ke payar bhara peigam hai,
    A to sabse khubsurat ka nam hai,
    Aasu ke badle khusi dena iska kam hai,
    Is majbut bandhn ko dill se salam hai.

  2. kainat says:

    nice

  3. A2L 3VEDI says:

    good yaar dil ko lag gaya

  4. Mehul says:

    @Maithili
    Wah aap ne sahi kaha aapka End mujhe bhi bahut accha laga

  5. maithili says:

    you could have written your end lines as :

    Khamosh raaho mein tera saath chahiye,
    Tanha hai mera hath,tera haath chahiye,
    Mujhko mere muqadar per itna yakeen too hai,
    Tujhko bhi mere lafz, meri baat chahiye,
    Bus khuda se itni fariyaad krte hai hum
    K marte dum tak bus tera sath chahiye………

    but nywazzz dat too was a gr8 one…

  6. yogesh bhagwat says:

    Khamosh raaho mein tera saath chahiye,
    Tanha hai mera hath,tera haath chahiye,
    Mujhko mere muqadar per itna yakeen too hai,
    Tujhko bhi mere lafz, meri baat chahiye,
    Mein khud apni shairi ko kiya ACHA kehta,
    Mujhko teri tareef, teri daad chahiy

  7. sahil says:

    very nice yaar it has touched my herat trulyyyyyyyyy.thanks 4 give that kind of msgsssssssss

  8. rajan says:

    my mo. sms

  9. AYSHA says:

    it is very awesome i never heard this kind of shaeri in my life thanx 2 show your feelings

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *