Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye
Kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye
Ho jaaye begaane aap shauq se sanam
Aapkee hain aapkee rahegey aitbaar kijiye
Parhne waale hi darr jaayen dekh kar ise
Kitaab-e-dil ko itnaa na daagdaar kijiye
Na majboor kijiye, ke main unko bhool jaaun
Mujhe meri wafaaon ka na gunehgaar kijiye
In jalte diyon ko dekh kar na muskuraaiye
Zara hawaaon ke chalne ka intezaar kijiye
Karna hai ishq aapse karte rahenge hum
Jo bhi karna hai aapko mere sarkaar, kijiye
Phir sapno ka ashiyaan bana liya hai maine
Phir aandhiyon ko aap khabardaar kijiye
Hame na dikhaiye ye daulaate ye shohrat
Hum pyaar ke bhookhe hain humey pyaar kijiye
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 10
aapko kis andaz me is shayari ke liye thanks bolu mere pas koi word hi nahi
phir bhi dil se thank………..thanks……………..thanks…….bolu
HI,,,,,,
AM PALAK AND I LOVE SOME ONE HIS NAME JEETU BUT HIS NOT TRUST ON ME I AM IN VERY TRUBBLE BUT ITS OK ALL ARE FINE
awesome yr……
bahut acha likha hai…..damn good
hello ajay,
you are my favorite hero, and i want to make you.
khuda kisiko kisi par fida mat karna agar fida kar to use juda mat karna
dont in sad shyari in funny word, i think this is not wright to sad shyari in funny word,
Dilo se khelne ka hunar hume nahi aata,
Isiliye ishq ki baazi hum haar jaate hai,
meri zindgi se shayed unhe bahut pyar tha,
Isiliye mujhe zinda hi maar gaye.
HI IM RAJ SOLANKI
आज à¤à¤• बार सबसे मà¥à¤¸à¥à¤•à¤°à¤¾ के बात करो
बिताये हà¥à¤¯à¥‡ पलों को साथ साथ याद करो
कà¥à¤¯à¤¾ पता कल चेहरे को मà¥à¤¸à¥à¤•à¥à¤°à¤¾à¤¨à¤¾
और दिमाग को पà¥à¤°à¤¾à¤¨à¥‡ पल याद हो ना हो
आज à¤à¤• बार फ़िर पà¥à¤°à¤¾à¤¨à¥€ बातो मे खो जाओ
आज à¤à¤• बार फ़िर पà¥à¤°à¤¾à¤¨à¥€ यादो मे डूब जाओ
कà¥à¤¯à¤¾ पता कल ये बाते
और ये यादें हो ना हो
आज à¤à¤• बार मनà¥à¤¦à¤¿à¤° हो आओ
पà¥à¤œà¤¾ कर के पà¥à¤°à¤¸à¤¾à¤¦ à¤à¥€ चढाओ
कà¥à¤¯à¤¾ पता कल के कलयà¥à¤— मे
à¤à¤—वान पर लोगों की शà¥à¤°à¤¦à¥à¤§à¤¾ हो ना हो
बारीश मे आज खà¥à¤¬ à¤à¥€à¤—ो
à¤à¥à¤® à¤à¥à¤® के बचपन की तरह नाचो
कà¥à¤¯à¤¾ पता बीते हà¥à¤¯à¥‡ बचपन की तरह
कल ये बारीश à¤à¥€ हो ना हो
आज हर काम खूब दिल लगा कर करो
उसे तय समय से पहले पà¥à¤°à¤¾ करो
कà¥à¤¯à¤¾ पता आज की तरह
कल बाजà¥à¤“ं मे ताकत हो ना हो
आज à¤à¤• बार चैन की नीनà¥à¤¦ सो जाओ
आज कोई अचà¥à¤›à¤¾ सा सपना à¤à¥€ देखो
कà¥à¤¯à¤¾ पता कल जिनà¥à¤¦à¤—ी मे चैन
और आखों मे कोई सपना हो ना हो
har nazar bad nazar nahi hoti
har dua be asar nahi hoti,
aur unki duaa o mai hota hai asar ‘aabad’
jinko khud apne khabar nahi hoti..