kyun aajkal homework kam orkut jyada hai
lagta fail hone ka pura-pura iraada hain
kal tha topper aaj 40 bhi jyada hain
lagta fail hone ka pura-pura iraada hain
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah
o o o o o …
college ki inn classes me,
boring si ek teacher hai
jabse mila hai orkut
badla har ek manzar hain
dekho jahaan mein neeli neeli iss screen tale
dost naye naye hain jaise milte hue
tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein
har din chura tumhen main laata hoon khayalon mein
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah
kya mujhe pyar hain aah
orkut se pyar hain aah
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe,
Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 7
बहुत खूब लाजवाब शायरी….
ख़ुशी और ग़म का रिश्ता दिल से होता है बड़ा गहरा
लिखी जाती है उम्दा शायरी दिल की सियाही से
Hari Shankar Pandey ‘Sumit’
बहुत खूब लाजवाब शायरी….
ख़ुशी और ग़म का रिश्ता दिल से होता है बड़ा गहरा
लिखी जाती है उम्दा शायरी दिल की सियाही से
Hari Shankar Pandey ‘Sumit’
harishankarhindi.blogspot.com
very nice……….
Tadpe to bahut pr wo maan nhi paye,
Is dil ki mohbbat wo jan nhi paye,
1 din chale jayenge duniya Se hum,
Or wo kahenge laut aao YAR hum apko pahchan nhi paaye.
hi……………………………! bro what’s up.
very nice and very lovely
uski saadgi me wo nasha h ke
insaan to qyaa khudaa bhi bhi maharbaan ho jaye
hum unki galiyo me janaa tab pasand karte h jab wo sunsaan ho jaye
unki taarif ki kahaniya to aam hoti h
hum kuch is kadar diwane h
ki sanshe kahti ki wo zindagi ki mahmaan ho jaye
uski saadgi me wo nasha h ke
insaan to qyaa khudaa bhi bhi maharbaan ho jaye