1 kHWAB ,1 pYAR ,1 hAQIQAT hO tUM .
dOSTI mE pADNEWALI hAR zAROORAT hO tUM.
jISKO rOJ iTNE sMS kARNEPADE,wOH mUSIBAT hO tUM.
aB aUR mANZIL pANE kI hASRAT nAHI
kISI kI yAAD mE mAR jANE kI fITRAT nAHI
aAP jESE dOST jABSE mILE
kISI aUR kO dOST bANANE kI jARURAT nAHI
kUCH dOST pALBHAR mE bHULA dIYE jATE hAI
kUCH dOST pAL-pAL yAD aATE hAI
hUM aPSE yAHI pUCHNA cHAHTE hAI
k dOSTO kI iS kATAAR mE hUM kAHA aATE hAI
kHUSHI sE dIL kO aABAD kARNA
gAM kO dIL sE aAZAD kARNA
bAS iTNI gUJAARISH hAI aAPSE kI
hO sAKE tO dIN mEIN eK bAAR yAAD jAROOR kARNA
zINDAGI zAKHMO sE bHARI hAI,
wAQT kO mARHAM bANANA sEEKH lO.
hARNA tOH hAI hI mAUT kE hATHO eK dIN,
fILHAAL zINDAGI kO jEENA sEEKH lO
hAR yADO mE uSI kI yAD rEHTI hAI.
mERI aNKHO kO uSI kI tALASH rHTI hAI.
kUCH tUM b dUA kRO yARO.
sUNA hAI dOSTO kIdUA mE fARISHTO kI fARIYAD hOTI hAI…
kHUSIYO kA eK sANSAAR lEKE aYENGE,
pATJHAR mEIN bHI bHAR lEKE aYENGE,
jAB bHI pUKARENGE aAP pYAAR sE,
zINDGI sE sAANSEN uDHAR lEKE aYENGE…
tHODA sOCHA hAI hUMNE …
tHODA jAANA hAI hUMNE…
mUSHKIL sE mAGAR pEHCHANA hAI hUMNE…
kOI aAP jAISA nA tHA nA hOGA…
iSLIYE dOST aAPKO mANA hAI hUMNE
lAMHE yE sUHANE sAATH hO nA hO,
kAL mE aAJ jAISI kOI bAAT hO nA hO,
aAPKI dOSTI hAMESHA iS dIL mE rAHEGI,
cHAHE kABHI mULAKAT hO nA hO.
iTNI dOSTI nAA kARO kI bIGAD jAYE hUM.
tHODA dANTA bHI kARO kI sUDHAR jAYE hUM.
hO jAYE gAR hUMSE kOI kHATA tO hO jANA kHAFA,
mAGAR iTNA bHI nAHI k mAR hI jAYE hUM.
zAMANE kI hAR jANNAT tUMHARI hOGI
yE aASMAAN yE zAMI tUMHARI hOGI
mUJHSE kEH bHI nA pAOGE uSKE pEHLE
mERE hISSE kI hAR kHUSHI tUMHARI hOGI
bIKHRI aNKHON sE mOTI hUM pIRO nA sAKE tERI yAAD mE sARI rAAT sO nA sAKE
bEH nA jAYE aNSUON mE tASVIR yE sOCH kAR
hUM rO nA sAKE
gUM kI aAHAT bHI nA aAYE tERE dAR pAR,
pYAR kA sAMUNDER kA tU bHI eK kINARA hO,
kABHI bHOOL sE jO tAPKE tERI aANKH sE mOTI,
tHAME wOHI jO tUJHE sAB sE pYARA hO !!!
kISI mOR pE hAM aP kO kHONEY nAHI dENGE..
jUDA hONA cHAHO tO hONEY nAHI dENGE…
cHANDNI rATON mAN aYE gI mERI yAD…
mERI yAD kE wO pAL aP kO sONEY nAHI dENGE
bHULANA tUMHE nA aSAAN hOGA
jO bHULE tUMHE wO nADAN hOGA
aAP tO bASTE hO rUH mE hAMARI,
bUS aAP hAME nA bHULANA yE aAPKA eHSAAN hOGA.
aAJ dOOR sE hI kOI sALAAM kAR gAYA,
aPNI yADON kA gULAAM kAR gAYA ,
aPNI zINGAGI gIRVI rAKHI tHI jISKE pAAS,
aAJ wOHI hUME nILAAM kAR gAYE……..
kHUDA kE gHAR sE kUCH
gADHE fARAR hOGAYE
kUCH tO pAKDE gAYE
kUCH hAMARE yAAR hOGAYEHeeren TannaHum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Comments 1
hi nice shayari