Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai

Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai
Is Jahan Mein kise Bhala Sacha Pyaar Mila He

Guzar rahi hai zindagi Imtehan ke daur se
Ek khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai

RelatedPosts

Mere Damaan ko khushiyo ka nahi Malaal
Gham ka khazana jo isko beshumar mila hai

Woh kamnasib hai jinhe mehboob mil gaya
Mein khushnasib hun mujhe Intezar mila hai

The greatest pain that comes from love is loving someone you can never have.

author avatar
Heeren Tanna
Hum Jale To Chirag SamaJh Baithe, Mehke To Sab Gulaab SamaJh Baithe, Lafzo Me Kisi Ne Mere Dard Na Dekha,Shayri Padhi Aur Shayar SamaJh Baithe.
Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Comments 8

  1. aslam shaikh says:

    its all good i like it

  2. hemant says:

    hjkhjkhjkhjkh

  3. Mayur says:

    Chand ne rab se chandani maangi, Suraj ne rab se roshni maangi. Rab ne jac humse pucha to humne daulat nahi bas aapki SHAAYARI MAANGI. Best shayars in the world..

  4. Tamanna says:

    yaa heeren & amarjeet…u both are absolutely correct…sirf paana pyaar nhi…aur saath naa rehne se pyaar kabhi kam nahi hota ager wo saccha pyaar hain to…

    very nice shyari heeren…

  5. Sweet says:

    BILKUL NAHI SAATH AGAR NA RAHO TO PYAR KABHI KAM NAHI HOTA JESE TAMANNA NE KAHA AGAR PYAR SACHA HO TI HAMESHA PYAR BHARTA JAYE GA…BECAUSE THAT IS LOVE !! TRUE LOVE !!

    SWEET NA

  6. Sweet says:

    ZABARDAST….BOHOT ACHA LIKHA HAI SAB NE…

    LIKHTE REHNE DOSTO

    SWEET

  7. Amit Chowdhury says:

    Bhaut dhokha diya nazar sa dur jana diya,
    uu sa apana ma samjha tha,
    wo jalim bewafa nikla.

  8. Amarjeet Kaur says:

    Yess, yeh to manna padega k

    “The greatest pain that comes from love is loving someone you can never have.”

    It is not necessary that the person we love …..hume bhi pyaar kare….

    Jisse hum pyaar karte hai…..woh khush rahe hai jahaan bhi hai…..
    Iss se badkar khushi aur kya ho sakti hai…..

    Kya saath na rehne mein pyaar khatam ho jata hai??

    *****************************************

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *