
Tum Laut Aao Na !!!
Khalid Suno tum laut aao na woh dekho chaand nikla hai Sitaare jagmagaye hain,hamari muntazir aankhein, Duaein mangti hain aankhein,tumein hi sochti hain aankhein. Tumein hi dhoondti aankhein,tumein wapis bulati hain, Yeh dil jab bhi dharhkta hai,tumhara hi naam leta hai. Yeh aansoo jab bhi behte hain,tumhare dukh mein behte