Hindi Christmas SMS
Christmas ka yeh pyara tehwaar jeevan main laye khushiyan apaar, santa clause aaye aapke dwar, subhkamna hamari kare sweekar. Merry Christmas ———— Aaj se theek 12 din baad Christmas Day.. Aaj se theek 25 din baad New Year.. Bolo tumhain kya wish karon? Chalo dono aik saath kar deta hoon.