Rehne Diya Na Usne Kisi Kaam Ka Mujhe
Rukhsat howa to hath bhi mila kar nahi gaya. Wo kyun gaya ye bhi bata kar nahi gaya. Youn lag raha hai jaisay abhi lot aye ga. Jalta howa charagh bhi bujha kar nahi gaya. Ghar mein hai aaj bhi wohi khushbo basi howi. Lagta hai youn k jaisay wo