Youn Tau Ham Roz Sajaate Hain Bazam Teri Sanam !!!
Khalid Youn tau ham roz sajaate hain bazam teri sanam Chaudvien raat ko khas ehtamam karte hain Dil tau karta hai magar jaate nahin maikhane mein Khyalon mein, teri aankhon se jaam bharte hain Jala jala tamaam raat aansouon ke diye Tumhare naam hi woh shab tamaam karte hain Rubaru