Kuch Log
kuch log sitam karne ko taiyaar baithe hain kuch log magar hum pe dil haar baithe hain is kashmkash main humse pehchane nahi jaate kahan dushman hain aur kahan dost yaar baithe hain ishq ko aag ka dariya hi samjh lijiye huzoor koi is paar baitha to hum us paar