Youn hi tanhai mein
Youn hi tanhai mein ab dil ko saza detay hain. Naam likhtay hain tera likh k mita datay hain. Jab B nakam mohabbat ka koi zikar karay. Log hanstay hain mera naam bata datay hain. Ab khushi ki koi tarkeeb na sojhay. Ab ye aalam hai k gham hi maza