Shayari On Intezar –
Ek zindagi jisko khwabon se sajana hain, Ek khwab hain jisko haqeeqat banana hain, Ajeeb hain yeh safar bhi jiska naam hain zindagi.. Kabhi khwab zindagi bhar poore nahi hote, Toh kabhi zindagi ek khwab bankar reh jaati hain, Jab khwab poora ho toh zindagi nikhar jaati hain, Jab khwab